calendar news sa market volatile hai yeh pata chalta hai kiya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    calendar news sa market volatile hai yeh pata chalta hai kiya?
    calendar news sa market ki volatile honay ka confirm hota hai kiya? please mujhy calendar news dhekhna sikha dein aur iss ka main purpose sikha dein. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mare pyare bhai ja clander ews sa uma market ka pata chalta ha ka maret ziada kis waq harqat ma ane wali ha huma wo pahle sa ba khaber kar data ha aur clader huma kisi ase brokr sa he mil saka ha is ka ilwa kisi aur sa nae,
    • #3 Collapse

      Economic Calander par Teen kism Ki news hoti hain Ek high impact dosri Medium or tesri low impact news,high impact news wo hoti hain jo Market Main Kafi heavy movement laa Sakti hain orr kabhi kabhi Aisa bhi hotaa hai K news Ka impact thori dair baad partaa hai or kabhi kabhi high impact news say Movement na honay K barabar bhi hoti hai,aap Agar kisi bhi news Ko click Karain tou us K nechay us ki Details Aa jati hain k ye kis k mutalik hai,Non FArm Payrol hai ya phr FOMC meetings hain ya tou PPI,CPI,home Sales hai..Thori Si economical how know honay Say Aap Ko news Ko parhnaa or unhain Samajhnaa easy ho Jaye Ga
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #4 Collapse

        News trading ki ahmiyyat se bhi inkar nahi kia ja sakta hai. kun keh jab high impact news aati hai to market bohat ziyada fluctuate karti hai is liye baz log pending orders laga lete hain market main. Ta keh kuch profit earn kia ja sakey. Is liye hamian chahiye ke ya to news kay waqt trading na karen aur ya phir pending orders lagaein ta keh quick profit ho sakey.
        • #5 Collapse

          In forex business news are play important role aur Economic Calander par Teen kism Ki news hoti hain Ek high impact dosri Medium or tesri low impact news,high impact news wo hoti hain jo Market Main Kafi heavy movement laa Sakti hain orr kabhi kabhi Aisa bhi hotaa hai K news Ka impact thori dair baad partaa hai or kabhi kabhi high impact news say Movement na honay K barabar bhi hoti hai,aap Agar kisi bhi news Ko click Karain tou us K nechay us ki Details Aa jati hain k ye kis k mutalik hai.
          • #6 Collapse

            huma wo pahle sa ba khaber kar data ha aur clader huma kisi ase brokr sa he mil saka ha is ka ilwa kisi aur sa nae.Economic Calander par Teen kism Ki news hoti hain Ek high impact dosri Medium or tesri low impact news,high impact news wo hoti hain jo Market Main Kafi heavy movement laa Sakti hain
            • #7 Collapse

              ap k sawal ka jb mry pas ye hy k ap kiun keh jab high impact news aati hai to market bohat ziyada fluctuate karti hai is liye baz log pending orders laga lety hen...
              • #8 Collapse

                main abhi is forex k business main new member hoon aur abhi is level tak nai pucha k ap k sath calendar news market k bare main discuss kar sako main abhi is business ko kafi learn kar rha hoon
                • #9 Collapse

                  Dear clander ews sa uma market ka pata chalta ha ka maret ziada kis waq harqat ma ane wali ha huma wo pahle sa ba khaber kar data ha aur clader huma kisi ase brokr sa he mil saka ha is ka ilwa kisi aur sa nae, ap try zaroor kerna.
                  • #10 Collapse

                    dekhen bhai jan mai abi forex trading me new hu to mje is bary me kch ni pta k calendar news kia hx aur market volatile kia hoti hx kj difu kjdi kjduf jdfu jdhfu hdu hue
                    • #11 Collapse

                      abi is forex key busuness main new member hn aur abhi is level tak nai pucha k ap k sath calendar news market k baray main discuss kar sako.... main abi is business ko kafi learn kar rha hn aur jab learning comp;ead hhhoo gaye ap logo ako be samja do ga bhai...
                      • #12 Collapse

                        dear is bare mea information nhe ha q ke mea ne abhe real account pa kam nhe keya aur is ke leya kafi sare websita ha jo ap ko infromation day sakte ha
                        • #13 Collapse

                          News trading has to do with the fundamental analyses of forex trading. majority of the the times it is the news that control the movement of price at all time although i do not believe that new traders should trade news because it could be very volatile
                          • #14 Collapse

                            g han bhai jan forex trading business men ap ko news ka dekhna bhi boht zarori hy q ky jub news ati hy to market news ki direction men move krna suru kr deti hy is liy news ko bhi dekhty rehna chahiy q ky news sy bhi achi profit earn kia ja sakta hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              jo expert hota ah us k liy koi maeing nai rahkta k wo kab trade kary kab na kry wo market ko dhak kar hi analysis kar lyta ha k usy kab gain ho trade main

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X