doller index analysis is the of analysing all usd crosses

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    doller index analysis is the of analysing all usd crosses
    AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Dear respected members of Pakistan forex forum jab k ap apny analysis start katay to tad rakhain hmesha doller index se startlain q k jab apko pta chly ga k doller week rahy ga wa strong to us reference se zada achy analysis kar sakty hain. Q k jis direction apko usd index bta de us simt me agar ap k trading analysis of other currency pair mily to trade kar lain otherwise us pair ko ignore kar dain. Is tra ap wrong trade se bach sakty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar forex Market mai hum usd par anaylsis kary to hum ko baqi pairs ki samjh aa jati hai kun k agar hum usd par anaylsis kar sakty hai to hum ko ye faida ho jata hai k hum ko baqi sary pair par atna zayda time ni lagana parta.
    • #3 Collapse

      Asslam o alaikum, Wave pattern k havaly s bht informative post hy further elaboration is here 'Impulse Wave Pattern' A term used in the Elliott wave theory to describe the strong move in a stock's price coinciding with the main direction of the underlying trend. ... Impulse waves also refer to the strong downward movements in a downtrend.
      • #4 Collapse

        Dear brother aap ki theory regarding wave pattern aik dum informative hay is taray say jo be instruction aap follow karain gay too app aik achi trading kar saktain hain
        • #5 Collapse

          sir apko forex men acha kam kerny k ly zroori hia ka ap forex men sab se penly apnay analyase khud kia karien is se ap forex men zada acha kam ker skaty hei or apko forex men zada acha experience bhi gain ho skta hai
          • #6 Collapse

            dear apko forec trading main aik achhay tareeq say kaam karanay kay lia zorrori hay kay aap forex trading kay anaysis khud karain taan kay aap ko trading ka experience hoo or aap aik tajrabakar trader ban jain tu aap aik acha khasa profit kama sakain
            • #7 Collapse

              Bat aap ki bilkul theek hai kay hamain forex trading main agar trade major pair per lagani hai to hamain dollar index ko zaroor daikhna chiay
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: insakhan پيغام ديکھيے
                dear apko forec trading main aik achhay tareeq say kaam karanay kay lia zorrori hay kay aap forex trading kay anaysis khud karain taan kay aap ko trading ka experience hoo or aap aik tajrabakar trader ban jain tu aap aik acha khasa profit kama sakain
                ge bhai hmein apne forex trading mein market ko ache trah se analysis krna he aur hm apne forex trading mein experience se kam krein aur hm apne forex trading ke business ko ache trah se smjhein aur hm apne trading mein jb dollar index ko ache trah se analysis kr ke apne trading krein ge to hmein apne trading se acha faida hota he
                • #9 Collapse

                  Mere ahi dollars index ko analysis krna bahot hi mushkil hai is ke lye bahot zaida mehnat krni orti hai tabhi him dollars index ko analysis kr slty hain warsa loss ho ga
                  • #10 Collapse

                    ap ki baat theek hai humean us main ager dollar index main trade kearein gay to pher app us main acha profit earn ker sagty hain pher he us main app ko success milay ge
                    • #11 Collapse

                      Bhai jan forex trading business ma humen upto date rehna hota hai usdx ka har usd pair ky sath correlation hai brother usdx jub strong ho to sub pair strong hoty hain jo major pair kehlaty hain forex trading ma usd ka bht hold hai humen expert analysis ko view krna chye ta ky trading ka idea milta rahy
                      • #12 Collapse

                        gee mery bhai doller index sub pairs ky leay affective to hai lkn aik bat hai ky doller ky sath jo cross pair hoty hain agr unki news hon ya technical aor fundamentals hon to usko view krna bhi hota hai ta ky apko clear ho sky ky forex trading ma yeh pairs kahan ja skty hain forex trading ma multi approach honi chye
                        • #13 Collapse

                          Agar ap dollar index ky achi terha analysis ker lain tou apko forex market ki movements ka pata chal jata hai aur phir ap jo bhi kisi currency pair ya commodities main trade open kerty hain tou apki same open trade main success ky bahot zyada chances hoty hain so koi bhi trade open kerny sy pehly dollar index ky analysis ker lainy chahiain
                          • #14 Collapse

                            Index Par trade krna hai tou ap ko usa dollar ki movement aur usa ki economy ko bhe follow krna hai tou he ap es market mai asani say index par trade kr sakty ho. agr ap nay news ko na analysis kia tou phr trade nahi kr sakty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Agar aapko dollar ki behan ko nahi a strong hone ka pata karna hai to aap unke Mulla ki news anchor read karo read karne se aapko news Ka Pata Lag Jayega ki dollar is Waqt kis position me hai. Strong. Dominus Ka Pata Lag Jaye Toh aap ke liye isme kaam karna bahut Haseen Ho Jayega aur aap ko market mein cprofit ho jayega.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X