kis din eur/usd per harket zyada hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    jab eur or usd ki news zaida hu gi os din in ki move zaida hu gi humy chahiyeh soch samj k kry trade deakhy jab zaida news tu tub risk na ky or laina b chaty hain tu stop loss zaror lagy tubhii kamyabi mil sakti
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      eurusd ki movements news pr inhesar krti ha agar euro ki news positive hon g to eurusd pair buy ho ga jb ke usd ki news negative ho to be eurusd pair buy kr sktey he. ye sb fundamental analysis se he mumkin ha. high impact news ke waqt markete movements zaida hoti he.
       
      • #183 Collapse

        Jis din usd ki new ho wo bhi three bulls wali new ho to us din zryada move hoti hai isky elaea agr eur zon ki new ho tb bhi pair move krta hai gdp fomc new rate hike etc jedi news pairs ko bhi zeyada move krvati hain.
        Acha kaam achy daam
        • #184 Collapse

          is main hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur euro aur usd main bi achi trade kar sakty hain aur phar hi hum achi trade kar k profit hasil kar sakty hain aur market main earning ho
          • #185 Collapse

            Yar aisa mujay lagta hay kay harkat sirf news kay time ya kisi political issue kay time mean election kay waqat zada ho sakti hai laikin aap ko chaiay hota hay kay aap trading agar karna chatay hain to terms ka aap ko pata hona chiay harkat zada aap ko loss or profit dono he zada kara sakti hay
            • #186 Collapse

              kabi market slow move karti hoti hai kabi fast hamain analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur hamain plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho gi
              • #187 Collapse

                jumy waly din sab sy zeada harket hoti hy kio k us din market ka akhri open day hota hy us din market ny close hoan hota hy is waja sy us din market my bhot fast moveminy hoti hy our bhot trader us din bhot acha profiyt hasil kr lyty hy kio k us din par sab sy achi trading ki ja sagti hy is ki waja ya hoti hy k market fast hoti hy
                • #188 Collapse

                  In my opinion so i think k jub market ne close hona ho us se 1 ye 2 din pahly pairs me movement zyada ho rahi hoti han but agar humy koshish ye karni chahye k hum trade k liye small lot size select kary because agar hum high risk take kary gye to humy loss bhi ho sakta han isi liye humy small risk factor par trading karni chahye.
                  • #189 Collapse

                    eur/usd ka pair jis trader nay trade k liye select kiya ha oc ku usd ki news pay zyada focus kerna perta ha oc k baad hi kahain ja k oc ku koi idea milta ha trade kerny ka
                    • #190 Collapse

                      dear bro agar ap ne news trading ka suna ho to aus din market taiz hoti hai aor market zayda move karti hai jis din market mai usd ki news ati hai to aus din market zaida move karti hai aor ap aus time agar online ho to ap trade laga k faida autha sakty hain.
                      • #191 Collapse

                        day k hisab say nahi mery khayal say ye demand and auplky k hisab say b is may market ki movement chalri rahti ha jab demand zayda hoi is ka trend increased ho jata ha
                        • #192 Collapse

                          hamain jis pair main trade karni hoti hai is ki currency ko learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur experience hasil kar k hi hum sucess ho saky gay aur earning kraein gay
                          • #193 Collapse

                            I think k market k close hony se aik ya do din pahly ERU/USD me movement zyada fast hoti han but agar hum right trading decion nahi lye gye to humy bht zyada loss bhi ho sakta han isi liye humy chahye k trade open karny se pahly market o achi trha se analyze kary and then market me position open kary.
                            • #194 Collapse

                              kis day main in pair main say market ki move zada hoti hai news ki effect say ye kafi zada change hota hai jis ki vaja say is market main kaam ko krna hum k liay ik kafi zada good moka hota hai or isi tara say hum is main kaam ko krna hai
                              I LOVE PAK FORUM
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                is main trade karny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur jis pair main trade karni hoti hai is k bary main learning karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur loss kam ho saky ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X