kis din eur/usd per harket zyada hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    mera jaha tak tajurba hai market me eurusd jummayrat walay din he zyada move karti hai aur kam ko karti hai isi tarha say he hum sari cheezon ko seekh sakty hain aur kam kar sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      friday ko es mai zeyada harkat hoti hai keyo k market close honi hoti hai es waja se ye teezi se harkat karta hai aur es mai agar ho tu profit be bohat hota hai aur agar loss ho tu wo be bohat
      • #33 Collapse

        forex trading main eur usd ki trading kareeban har wakat hi harket main rehti hai isi lye sab sa zayada use hony waly pair ye hi hen .forex trading main kabi markeet ki movement ruk bi jati hai lakin zayda tar to forex main in pairs main bohat achi trading hoti hai or markeet bi set rehti hai .
        • #34 Collapse

          dear eur/usd bohat acha pair hai issi main sab se zayada profit hota hai and main khud bhe issi ko use karta hoin,,,,yeh 5 days a week regular open hoti hai and is ke market i think k Monday ko zayada tezz hoti hai....
          • #35 Collapse

            kuch pata nahi brother ham ye nahi bata saktay kynke movement kabhi bhi ho sakti hay han ye zaroor hay ke jab euro ki strong news ho ya phir usd ki to us din ziyada volatility daikhnay main a sakti hay.
            • #36 Collapse

              Dear, jahan tak main janta hn dear eur/usd har roz hi 30 40 pips up down hoti rehti hai or 2sri baat ye hai dear, keh iski news hoti hai jab iski high impact ki news aati hai us waqt ye kam iz kam 60 70 pips chand hi minton main up down hoti hai us waqt trading main maza bhi aata hai or mere dekhne main wohi eur/usd ka trade krney ka best time hai
              • #37 Collapse

                Mere khayal k mutabikk movemnt 5 day,s hi zyada rehti haiN ... or esa dekha hain Q k baakiyOo KI MOVEMNT KUCH DEAR K LIYE AGAR RUKK b JAY Too inn ki movemnt rukny kaa naam hi nahi leti ... this is true dear,s
                • #38 Collapse

                  My dear kasi b trader ko is bare ma complete information nai hoti k kis pair ma kis din harqat zeda hoti ha agar ya kasi trader ko 100% pata ho too wo sirf or sirf profit hi profit earn kara or kabi b loss no ha.
                  • #39 Collapse

                    bhai jan is baat ko jana buht hi asaan hai ap economic calendar dekh lo euro ka or usd ka ap ko khud hi pata chal jaye ga k kis time pe eurusd ki movement buht taiz ho gi yeh sab se asaan treqa hai
                    • #40 Collapse

                      my partner and i think the actual pattern are usually prestn in every during which but they do not perform Equally the many news This comes from financial aspects tend to be hidden AND ALSO break towards presribed day AS WELL AS if the particular indicators tend to be throughout positive AND ALSO news comes throughout negative subsequently You might See a heavy loss. therefore my partner and i reject this indicator AND all.
                      • #41 Collapse

                        daer mery experinece ky mutabiq too eurusd pear ki movement ziada tar tuesday and wednesday koo is ki movement boht fast rehti hy doosry dinoo ki nisbat is liy agr ham in days mee is par tardeing kareen too kam timee mee ziada earning kar sakty haien
                        • #42 Collapse

                          یورو usd جوڑی تو ہر تاجر اس جوڑی میں تجارت کرنے کی طرح منافع اور چھوٹے پھیلاؤ ہیش بہترین جوڑی ہے. اعلی اثرات خبر ہے جب آپ ٹریڈنگ میں کامیابی حاصل کرنے کے لئے بنیادی تجزیہ کی صلاحیتوں کے لئے ہے تو پھر اس جوڑی تیزی سے چلتا ہے
                           
                          • #43 Collapse

                            میرے ساتھی اور میں اصل پیٹرن، جس کے دوران ہر میں عام طور پر موجود ہیں لیکن وہ پوشیدہ ہو جائے کرنے کے لئے یکساں طور پر بہت سے اس کے مالیاتی پہلوؤں سے آتا ہے خبر دیتے ہیں انجام دیں اور خاص طور پر اشارے بھر میں ہوتے ہیں کے طور پر اگر اس کے ساتھ ساتھ مشروع دن کی طرف نہیں ٹوٹتا مثبت اور بھی اس خبر کے بعد آپ کو ایک بھاری نقصان دیکھ سکتے منفی بھر آتا ہے. میرے ساتھی اور میں اس کے اشارے کو مسترد کرنے اور ایک
                             
                            • #44 Collapse

                              Dekhyn bahee koi kas waqt ka hum nahy keh sakty ke eur/usd me kis waqt zeda move ho ga, mery kheal ke mutabiq eur/usd me os waqt zeda movement hoti hy jab US ka data release hota hy ya jab European Union ka data release hota hy tau os ke bad market movement me aati hy.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g bhai jaan ap ka question to boht acha muja kushi hoti agar main ic ka jawab da pata lakin baat ya k main na forex ko newely join kia ha aur muja ic bary main koi khass knowladge hasil nahi lakin jahan taak main na news wagara se daka aur note kia ha wo din tuesday ka hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X