Hidden bearish divergence

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hidden bearish divergence
    AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Dear wady mutabiq hidden bearish divergence hanny k liye apny kan khol lain.... Ahm bat yr hy k trend ki continuation k liye hidden divergence use ki jati hy..To sun lain agar down trend me price Lower highs LH aur oscillator indicator higher highs HH bnaye to samjh laen hidden bearish divergence appear ho chuki hy so ap ready rahin k ab price down trend ko continu e kary gi . for bullish hidden divergence stay tuned with my next thread and please don't forget to press "thanks"button.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear aap ki bat kafi had tak theek hai laikin bonus account main forex trading big capital per theek lagti hai. Or aik bhi divergence ghalt nikli to account phir say recover mushkil say he hota hai
    • #3 Collapse

      sir ap forex men hidden divergence ko RSI indicators ki madad se find ker skaty hei is se apko forex men jo hiddan divergance hai ap us ko find ker skaty hein or ap ko is terahan men market men achi trade ko open kerny ka aik boht acha moka mil skata hai
      • #4 Collapse

        dear jan aap forex trading kar rahay hoo to us main hidden divergance ko RSI kay indicators main find kar saktain hain is tarah aap divergance ko find kar kay aap aik achi trade ko open kar saktian hain jis say aap ko aik achha profit kamanay kay laiy mil saktay hay
        • #5 Collapse

          Is Forum ko misuse na Karen, meri tamam members se guzarish hai ke yahan valuable information share Karen ta ke sub log us se mustafeed ho saken aur is forum ko parrh ki unki trade improve ho sakay, yeh aik bahot acha forum hai aur hamain is ka positive use karna chahiye.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: iram meo پيغام ديکھيے
            sir ap forex men hidden divergence ko RSI indicators ki madad se find ker skaty hei is se apko forex men jo hiddan divergance hai ap us ko find ker skaty hein or ap ko is terahan men market men achi trade ko open kerny ka aik boht acha moka mil skata hai
            ge han bhai hmein apne trading market mein risk indicator ke mdd se market ke hidden trend ko smjhne mein mdd milte he aur hm apne forex trading mein in indicators ko ache trah se smjhein aur in ke istemal ko ache trah se smjhein phr hmein apne trading mein boht acha faida milta he aur hm apne trading market ke trend ko follow kr ke profitable krte hien
            • #7 Collapse

              G han agar market continue upwards trend ko follow ker rehi ho tou kabhi kabhi sudden movement downward main kafi zyada ho jati hai tou same time main agar according to trend trade open ki kaey tou kafi profit hasil kia ja sakta hai kyun ky market dobara trend ko follow kerti hai
              • #8 Collapse

                Gee mery bhai ma apki baton sy agree kron ga pakistan forex forum he aik aisa plateform hai jahan sy hum trading sekhty hain indicators ko janty hain humen isky elawa economic calender ko bhi view krna chye aor forex trading ma fundamentally ready rehna chye fake moves ky leay.
                • #9 Collapse

                  Dear jaisy ap ne baat ki hai diversion ki to ais ka mujhy phly pta ni tha magar abi ap ki posts study kar k pata chala h k ye market k andar hidden diversion ko kaisy check kr k hum trade lagaty hai kun k humri trades par loss ya profit tab hi zayda hota h jb humry anaylsis achy ho gy to.
                  • #10 Collapse

                    Ap forex man hidden divergence ko RSI indicators ki madad say find ker sakaty hei is say apko forex man jo hiddan divergance hai ap us ko find ker sakaty hay aor ap ko is terahan men market men achi trade ko open kerny ka aik bahut acha moka mil skata hai
                    • #11 Collapse

                      market k bearish divergence ka andaza ham indicator ya forex news se laga sakty hey agar ham daily expert k report ko b read kia karen gey to market ko samjny me hamy bahot hi asani ho sakti hay.
                      • #12 Collapse

                        main nay jo personal experience kai hai RSI divergence k leay best indicator hai our us main h1 time frame best hia koin k us main stop loss kum set hota hai our take profit bara mil jata hai
                        • #13 Collapse

                          divergence ko agar ham support and resistence say karein to hamara risk kamho sakta hay - albata hmn zda tar trend k sath e chlna chaye yeh hamre kafi had tak madad kar sakta hay eik acha profit nikalne k liye
                          • #14 Collapse

                            Acha kaam achy daam
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Good strategy main apnay bonus account per yehe use karta hun laikin main zada tar macd indicator ka use karta hun is indicator say mujay kafi had tak faida hasil hua hamain chiay hota hai kay ham zara sabar say trading karain kiun kay faida hamain tab he ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X