divergence on RSI

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    divergence on RSI
    AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Dosto aj mai apko RSI pe divergence measures karna sikhauon ga, divergence ka lafzi matlab badlna hy meaning price ka rukh bdlna jab ap aik rising trend pe price chart pe higher highs dekhaim aur usi k correspond ap RSI indicator pe lower low banta dekhain to aisi situation ko divergence kehty hain jan apko price pe higher highs aur at the same time RSI pe lower low mil jay to samjh lain k ab price ik dam se reversal ly gi meaning sell signal mily ga.please don't forget the "thanks" button
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai ap ne theak kaha ha aur bahut achy tareeqy se divergence ko measure karna sikhaya ha hamyn apna knowledge dosron k sath share karna chahye is se new traders ko bahut informations milti hain
    • #3 Collapse

      Ye bat to theek hai aap ki market 70 percent aisay he move karti hai or hamain chiay kay jab bhi ham forum bonus account per trade lagain to phir wait karain tab faida zada ho ga
      • #4 Collapse

        Forex market main time to time divergance hoti rehti hai but for short time again market trend ko follow kerna start ker deti hai so agar small divergance hoti bhi hai tou apni trade ko continue rakhna chahiay ky loss main close nehi kerni chahiay aur rsi sy bhi kafi help mil jati hai agar analysis kerna ata ho tou
        • #5 Collapse

          brother jo divergence ka meening aap nay bilkul thek batia hay agar hum in tamam bataon ka dehan rakh lain tu aap aik achhi trading kartay howay app aik achha khasa profit kama saktain hain q kay mostly dekha gaya hay kay forex ki market is tarah move karti hay
          • #6 Collapse

            Bhai jan forex forum ma humen market ky daily analysis ko lazmi discuss krna chye ta ky sub ko aik dosry ka analysis aor experience ka pta chl sky forex trading combine effort sy krny sy hum.acha profit hasil kr skty hain.
            • #7 Collapse

              Dear jaisy ap ne baat ki hai forex Market mai RSI k sath division dekhny ki to ais mai jo mainy use kia h simple 2 level select kar k hum market ko check karty hain k market over bought ha ya over sold hai kun k jb bhi market over bought ya over sold ho gi to aus k baad trend change ho ga.
              • #8 Collapse

                G bro hum agr mil k kam krein gey analysis ko fallow krein ur age share krein tu hamre liye bihat faida ha hum is ma bohat kuch hasil kr sakte agr hamre paas experience ho tu
                • #9 Collapse

                  Rsi divergence per main khud trading karta hun is say mujhay kafi had tak faida milta hai rsi or cci jab samedivergence bnain to aik acha trade milta hai is liay hamain chiay hota hai kay ham trading achay say karain or bonus account ko grow karain
                  • #10 Collapse

                    Dear forex member a ny bht achi tip di hai forex trading ma strategy bna ky he achi planning ki ja skti hai humen indicators ki help sy market ma in time in hona chue ta ky humen pta vhal sky ky market kahan next move ly gi phr usko cash ktna chye.
                    Acha kaam achy daam
                    • #11 Collapse

                      Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se apne bilkul sahi kaha hy or asker aisa hota hy k Forex market main time to time divergance hoti rehti hai but for short time again market trend ko follow kerna start ker deti jis ka hamwn nhe pta chalta
                      • #12 Collapse

                        Relative strength index aik bht acha indicator hai yeh humen market ki weekness aor strength btata hai jub bhi market 70 ya 30 level ko cross krti hai to market reversal ya retracment zaror leti hai waqati stay bhi kr jati hai lkn aksar divergence ati hai eahan py
                        • #13 Collapse

                          Brother g forex member nay bahut achi tip di hai forex trading may strategy bana kay he achi planning ki ja sakti hai humay indicators ki help say market may in time in hona chahai ta keh humay pta chal skay ky market kahan next move ly gi phr usko cash ktna chahay.
                          • #14 Collapse

                            dear mai ne pehle b ap ki boht c post dekhi hain ap boht he informative post karte ho hum sab ko chaiye k ayse he pehle learning karain es system ko dekhian smjhain aur os k bad he es mai trading karain ta k hum ko acha faida ho aur hum acha kam kar sakain...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              RSI indicator main 30 sy 70 points ky darmian hi movement show ho rehi hoti hai but agar market kisi bhi time 30 ya 70 ko cross ker jati hai tou usky bahd zaruri hota hai ky market retrace ly ker again 30 aur 70 ky darmian aa jaey same time main trade agar open ki jaey reverse order main tou earning ho sakti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X