multimedia classes sa zyada samjh main aati hai trading ya theory sa?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    hamain trade karny k liye market main profit hasil karny k liye hard work karni ho gi aur experience hasil kar k hi hum sucess ho skay gay aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur achi trade ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      dear jaha tak bat hai samjhny ki to wo hai ap k dimagh par k ap kitni jaldi pick karty hai aor ais k sath jab ap practical karty hai to ap ko aus time jo masly aty hai ap aun se kaisy nikalty hai jab ap khud kam karty hai to ap jaldi sekh jaty hai aor expert tab banty hai.
      • #198 Collapse

        Forex trading karany waly log b different types kay hoty hain aur un ke learning ke zarooriat b alag alag hoti hain .kuch traders ko multimedia classes aur graphical presentation aur videos say zyada achi trading samjh main aati hai aur kuch logon ko trading theory ya books say achi samajh ati hai.
        • #199 Collapse

          Sab alehda treeqy sy smajty hain mujhy theory itni smajh nahi ati jab k multimedia per mujhy jaldi smajh a jati hai q k wo us mein sath practical tor per b dikha rahy hoty hain is liye wo smjhna asaan hota hai.
          • #200 Collapse

            I think k agar hum trading ko learn karna chahty han to is k liye humy chahye k hum demo account par zyada se zyada practice kary because demo account aik best platform han learning k liye is se humara knowledge bhi increase hota han aur humari trading skills bhi improve hoti han isi trha hum aik expert trader ban sakty han.
            • #201 Collapse

              I think k agar hum ne trading ko batter way me learn karna han to is k liye humy chahye k hum apny professional traders se bhi help lye and is business ki zyada se zyada practice bhi karni chahye demo account pas isi trha hum aik achy trader ban sakty han aur trading kar k daily ka unlimited profit bhi take kar sakty han.
               
              • #202 Collapse

                trading ka kaam hum kis tara say zada teek say learn kr saqty ye kaam ko hum jub tak demo trading account say nahi krty hain ye mumkin nahi hota hai but her ik trader ko kafi zada is market main money ki planning say kaam ko krna hai
                I LOVE PAK FORUM
                • #203 Collapse

                  hamain is forex main sab say pahly learning karni ho gi tab hi hum market main run karein gay aur trade karny k liye is k bary main experience hasil karna boht hi zarori hai so hamain learn karna ho ga
                  • #204 Collapse

                    Sir jee ye tw ap pe depend krta hai k ap practical mai blve rakhte hai ya theory mai mere khayal se practical videos zyada behtr hoti hai aur sb se axha tareqa demo account ki trading se seekhne ka hai demo account pe bht practice krta ho sath he sath videos bhi dekhta rehta ho jisay meri knowledge mai kafi izafa hua hai.
                    • #205 Collapse

                      G han mjhy samjh ajatae hay - ic ki sab say badi wajah yeh hay kay main bht concentration aur step by step follow karta houn - uc k bad uc ki practice karta houn - jo kay mjhy bht zda faida deta hay - app bhi zaroor try kijye ga
                      • #206 Collapse

                        multi classes main hm market k baray main kafi kuch learn kr sakty hain Q k market main agr hard work kia ho to profit acha ho sakta hai.demo account main time spend krna sb se best tarika hai.practice krna he sb se ziada zarori hai.agr ap k pass learning nhi ho gi to ap ko samj nhi at gi k kesy trade krni ha.
                        • #207 Collapse

                          trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky aur experience hasil kar k earning ho skay ig
                          • #208 Collapse

                            trading ko samjh kr krny say kis tara say is kaam ko hum seekh saqty hain ye kafi zada is main practice say mumkin hota hai kay traders is market main trades ki demo account main bar bar is ko lagaty hain or kaam ko krty hain
                            • #209 Collapse

                              Yr new traderas k kam ko smjhny k liye sbsy best yr hai k ap demo account pai kamkrain us k baad he forex main kam krain is sy apko bohat faida hoga
                              FRD 07 TRADING JOURNAL
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                forex trading aik boht acha buseinss hay hum is main trade karty hain agr humain success hasil karni hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga low risk main kam karty hain to trade main achi earning hasil ho saktih ay is main humain trade ki learning kay bgyr kam karny main koi achi earning hasil nai hoti hay demo ki help say kam karna ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X