multimedia classes sa zyada samjh main aati hai trading ya theory sa?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #166 Collapse

    gee bhai hmein apne trading mein smjh ke lie hr option ko istemal krna hota he hmein apne trading mein multimedia classes se faida hota he aur hmein apne trading mein trade krne se experience hota he aur hmein theory se bhe trading mein learning hote he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #167 Collapse

      Theory key sath sath practical bhi karna parta hy takeh trading ko perfect banaya ja sakay. Is leye demo account open kia jata hy takeh is main practically trading ko seekha ja sakay aur phir real account main kam kia ja sakay. Theory aur practice donon sey kafi faida uthaya ja sakta hy.
      • #168 Collapse

        mere dost multimedia apni jaga theek hai theory bhee apni jaga theek hai theory se ap koknowledge hasilhota hai ye eksamundar hai iss men apsari umer kaamkertay rahain phir bhee ap iss peraboor hasil nahin ker saktay
        • #169 Collapse

          Class chahie multimedia ho ya theoretical hum us basic learn kr saktey hain asal trading to demo account pr hoti hai or us se bhi barh kr jab hum real account pr trading krte hain to us k lie analyse krte hain flash new etc is trah hum jo step lete hain chahe wo loss ya profic pr jai lekin wo aik yadgar sabaq ban jata hai ya real trading or practice se hum achi trading sekhtey hain
          • #170 Collapse

            bhai main tu yahi kaho ga trading esa kaam hai jo humy achy sy samaj a skta hai srif or srif practice sy jitni hum practice jarain gy hum utna acha samaj sakty or srif theory sy nhi multimedia behtr hai teek sy samaj ati deakh k
            • #171 Collapse

              Theory key sath sath practically bhi forex trading ki practice krni chaheye warna aap ki trading perfect nahi ho sakti. Is leye demo account is best, is main aap forex ki different strategies ko practically test krtey hain aur phir real account main in ko profit lenay aur loss sey bachney key leye use krtey hain.
              • #172 Collapse

                meray khyl mein theory or practical dono boht faida detay hen is field me.kuch cheezain theory me prh k samjhty phir jab unko practically use krty hen to ziada samjh me ati hen.kuch terminologies and kisi subject ka background parh key ziada confidence a jata hey
                • #173 Collapse

                  ager kahain pay multi media ka arrengment hu jai tu oc jaisa best way of learning koi nae hai. multi media aisa hai jaisa k ap practical ker rehay hain. or theory pay ku tu sirf rut liya jata hai learning itni nae hu pati.
                  • #174 Collapse

                    Forex trading knowledge ka samandar ha jis jaga say be apko Forex trading ka baray may knowledge mile ap hasil karen mare hisaab say multimedia ur theory 2no same hein sirf apko achi trhn say samjhna ha ka asla may Forex ha kia ur hum kis trahn as business say faid uta sakty hein.
                    • #175 Collapse

                      Ya ap ky teacher par depend krtay hai. AGR ap ka teacher acha hai tou ap forex market ko achay tareeqa say learn kr sakty hai. Es lye ap an acha teacher ko select kray.
                      • #176 Collapse

                        koi b chez hai na ap ko teek say samaj nahi sakti hai jab tak ap oscko deakhy na khud practice na karain hali deakhny or perny say kuch nhi hota practice bht key cheaz hai forex k leyeh tubhi kamyb hu sakty
                        • #177 Collapse

                          Bhai g donu ka he eham roll hota hy jub ap forex mai theory ko seekhty hy tu humin us theory ko hum jub multimedia per dakhty hy vedio ke shakal mai tu bohat zaida faida hota hy
                          • #178 Collapse

                            Bhai agar tou ap forex learning ki classes ly rehy hain then just theory read kerny ky sath apko multimedia per bhi trading ko learn kerna chahiay aur apny trainer sy yeah request kerain ky agar multimedia ki facility available nehi hai tou provide kery kyun ky forex trading just theory ki bajaey agar practically bhi learn ki jaey tou kafi helpful ho sakti hai
                            • #179 Collapse

                              jab hum trade karty hain to humain is kay bary main learning kar kay kam karna ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay har bar practice kar kay kam karna ho ga k loss km ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #180 Collapse

                                Mery khial main multimedia sy ziada clear hota hy kio k multimedia sy as apko her cheez wazy nazar aa jati hy aur mokammal knowledge apko mil jata hy aur ap bahut jald cheezon KO pick Karna shuru ho jaty ho

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                avatar Aaadil
                                Working...
                                X