Market ka andaa lagana buhat mushkil hota hy. Is key leye aap ko forex sey related websites ko study karna ho ga e.i forex news etc. Lekan 100% andaza koi bhi website nahi bata sakti. Aap ko market ko samjhna ho ga aur is key trend ko dekhtey hoi trading karna ho gi. Yeh sub kuch aap ko learning aur practice sey hasil hota hy. Jaisay jaisay aap ki learning aur practice barhti jati hy, aap expert hotey jatey hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим