hedging and scalping differance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Bhai hedging is ke ap ke ek he pair py sell buy dono trades active hoon jub ke scalping ek trading style hai jis main ap normally 2-3 pip sl aur 10-15 pip tp ke sath trade karty ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Scalping Mein Hum Badi lot size ke sath order ko open Karte hain kam time ke liye aur hi Jeene mein hum dono side par Ek Waqt Mein Antar open Karte Hain bhai Kabhi aur saal ka bhi uss Waqt ki Jati Hai Jab market ki samajh nahi aa rahi ho tab aap hygiene karte hain aur kuch broker Kar Hai ko Nahi scalping go allow nahi karte aur nahi hedging ko allow karte hain
      • #33 Collapse

        Hedging aur scalping dono hi forex Mei bohat use ki jaane wali stregy hai but dono different perpus ke liye use ki jati hai scalping ka use profit ke liye Kiya Jata hai Yeh ek trah ki stregy jismei short term trading aur profit par jor diya jata hai Kai sari trade short term ke liye open ki jati hai aur chote profit par closed kar di jati hai par Yeh bohat risky Hoti hai usmei accuracy high level ki chahiye Hoti hai agar kuch kami reh jaaye to kaafi loss ho Sakta hai aur hedging tab use ki jaati hai jab aapka account kaafi loss Mei ho aur loss Ko lock karna chahte jisse aage loss na ho Yeh ek riverse trading aapne pehle trading same currency par but ya sell Mei lagai Hoti aur hedging Mei usi same currency Mei opposite trade Laga di jati hai jisse loss ek certain point par lock ho Jata hai
         
        • #34 Collapse

          dear brother hedging aur scalping mn difference ye hota h k hedging sy hum account py 2 tarfa trading order lagaty hn tak risk factor ko kam ya bilkul khtam kiya ja saky. aur scapling jo hoti h wo short term trading hoti h, sirf thory sy time lye order lagta h
          • #35 Collapse

            hedging or scalping me difference ye hota hay key jab buy or sell 1 hi time me app open kar lety ho to ye hedging hoti hay or scalping jab market bahot zeyda up down start kar leti hay or app jab market down chali jati hay to app buy ka order or up jany ki sorat me app sell ka order open kar lety ho to ye scalping hoti hay.
            • #36 Collapse

              Scalping aur hedging mein basic difference ye hay kay scalping mein hum short time kay liye trade kartay hain aur kuch pips ka target rakhtay hain like 10-15 pips, is ko range trading bhi kaha jata ha jab price aik range mein trap ho jati ha jahan higher high par sell kiya jata ha and lower low par buy, jab kay hedging hum apni trade secure karnay kay liye kartay hain, hum aik waqt mein hi buy and sell order open kartay hain on the same pair, phir price jis taraf ziyada move hoti ha wo hum open rehnay detay hain and opposite trade close kar detay hain.
              • #37 Collapse

                Hedging hose coupling Dono alag alag drums ke liye istemal Hote Hain hedging Mein Hame na profit Hota Hai Na nuksaan Hota Hai Jab case coupling Mein Hum achha bonus Se Achha capital force achi si hasi kar sakte hain
                 
                • #38 Collapse

                  Scalping k bary my mujy thora pata hy kionkbmy b shoro shoro my scalper hi tha our my sclaping sy hi trading krta tha sclaping my ham lot siz zeada laga lyty hy our thory sy pips hi ly k apni trade ko close kr dyty hy ya hoti hy sclaping
                  First LEARN Then You Can Remove The "L"
                  • #39 Collapse

                    hadging woh hoti hai k agir hum koi trade lgaty hain agir buy krty hai to woh loss man ja rhi hoti hai down ki traf to hum o's loss sy bachny k luy sath otni he lot ki trade sell man lga daty hai hum ko lgy k ab market or down nahi jay gi to sell ki trade profit man hoti hai osy close kr daty hin or buy wali ka wait krty hain
                    • #40 Collapse

                      hedging k tareeqe main trade dono side yaani sell aor buy open kar di jaaati hai jab aik side pe profit apni limit tak pohanch jaata hai to us side ki trade close kar di jaati hai aor jab wohi trade return hoti hai to yaa to profit hasil kar k hi clolse kar dete hain ya thore se loss main cut kar dete hain jaisi situation hoti hai waise hi karte hain

                      scalping ye hai k kam se kam time frame main bari lot se ki jaati hai aor is main thore se pips target kiye jaate hain scalping k liye Hugh capital hona zaroori hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #41 Collapse

                        My friends forex main scalping ka matlab ye hai k app aik bare lot use ker k to market main some pips earn ker k exit hona chahty hain our hedging ka matlab ye hota hai k app nay buy k sath account main sell ki trades bhe laga rakhe hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X