hedging and scalping differance
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hedging and scalping differance
    any body here who briefly describe the difference between scalping and hedging so that every body can understand it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hedging tb ki jati hai bahi jub apka account loss ma.chla jata hai to apko apna free margin dekh ky hedge krna chye ta ky apka account wash na ho jub market aik certain level py jay to hedge close kro aor jub dobara down ay to phr hedge kro jub ky scalping short term trading ko kehty hai 5 10 15 min ky leay trades open krna hedge hai.
    • #3 Collapse

      According to my forex trading knowledge jo shortbtime ky liay trading ki jati hai ky thora thorabprofit hasil ker ky profit akatha kia jata hai woh hedging hoti hai aur same time main jo ham both sell aur buy kisi bhi pair main laga ker trade kerty hain aur both trades main profit hasil kerty hain isko scalping kehty hain
       
      • #4 Collapse

        Mery forex teading knowledge ky hisab sy hedging yeah hoti hai ky ap kisi bhi pair main very short time ky liay trades open ker ky thora thora profit hasil kerty hain aur scalping yeah hoti hai ky ap same time main kisi bhi pair main both sell aur buy laga ker trade kerty hain
         
        • #5 Collapse

          Mery dost hedging aik strategy hai jub market ma ap scalping kren to apko lgy market retest mary gi to ap wahan py hedge kr lo smjh i ta ky apko uska benifit ho aor account bhi save rahy forex yradinga planning aor strategy bht zarori hai
           
          Acha kaam achy daam
          • #6 Collapse

            scapling aik short time k liey trade hoti hai jis m aik badi amount invest kr k sirf few pips sy profit hasil kia jata hai. jb k hedging 2 trfa trading hoti hai yani gold aur $ apus m opposite hai tu un dono pr opposite direction m trade kr k profit lia jata hai.
            • #7 Collapse

              Assalam o alikum wa rehamtullahi wa bara katuhi! bhai jan scalping aur hedging 2 different ,balky completinhg diffrent cheezain hain q k scelpig ap 8, se 10 piups k liye karty hain apko apny trend ka nai maloom hota aur na e ap ko market direction ka pata hota hy scelping main market very short k liye tading k likye ap avail karty hain jab k hedging main ap both trades lgaty hain hain jis main short term aur short aor short term long dono entry lagaty hain maslan ap butyt and sell at at time katy hain hedginh k liye ap ko aik bra sarmaya darkaar hota hy
              • #8 Collapse

                dear asal mai hedging aik aisi strategy hai jis mai hum koi trade lagaty hai aor humri agar trade phans jaye ya humri trades loss mai ja rahe ho to hum aus ko hedge kar dety hai jis se humra account bach jata hai aor humra mazeed loss ni hota.
                • #9 Collapse

                  Hedging main dear jab market ki samjh na a ri ho side by side movement ho to centre point say hedge kar lain or scalping main big lots laga kar jaldi close kar do
                  • #10 Collapse

                    Bahi Jan forex trading mein hedjimg nhi aik bahot zabrdast strategy hai humein hedjing krni chahiye aur trading !win hedging ka apko bahot zabrdast profit dia jata hai
                    • #11 Collapse

                      Hedging nhi krni chye risk lena chye lkn management aor planning ky sath hedging ma apko hamesha loss he hota hai forex trading aik best businessnhai lkn tricks use krny sy he apko profit hota hai apko apna emotional control strong krna ho ga tb he apko acha profit ho ga.
                       
                      Acha kaam achy daam
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sami0323 پيغام ديکھيے
                        Hedging main dear jab market ki samjh na a ri ho side by side movement ho to centre point say hedge kar lain or scalping main big lots laga kar jaldi close kar do
                        ge han bhai hmein apne trading mein hedging ke istemal ka pta ho aur hm apne forex trading mein market mein jb hedging ke zarorat ho us ka istemal krein aur hmein apne trading mein sb tareeqe apne forex trading ke sekhne hein jo hmein apne trading mein acha profit dein
                        • #13 Collapse

                          brother humain apnay trading main hedging ka use zorror ana chahiay taan kay aap is ka use bilkul durust kar kay trading kar sakian taan kay aap koi aik achhi profit earn kar sakain ye aik achha option hay jis say aap aik acchi trading kar saktain hain
                          • #14 Collapse

                            Scalping say murad short term tradng mai iss mai trader short time frame mai trading karty hain aur apni position thora profit earn kar kay jaldi close kar daite hain.
                            jab kay
                            hedging mai traders aik he time per aik he currencies pair mai buy aur sell aik sath karty hain aur phir profit wali trade munasib time per close kar daite hain aur phri jab market revese hoti hai tu dosri trade b close kar daite hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear brother forex trading mein apko bahot zaida profit hota hai apko woh profit eran krna chahiye aur tale profit lazmi use krein taqe apko acha profit bhi ho saky

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X