Take profit rakhnay ka nuqsan bi ho sakta hai aager proper money management na ho to
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    AOA. bhai shb take profit sa asa bht kam hi hota ha lakin humean phr bhi ahteyat sa kam karna chahea or kam sa kam take profit use karna chahea ta k ic risk sa bach sakean.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      main apki bat se agree nahi krta agr hamme apni greed ko control krna hy to take profit or stop loss ki limits set krna zaroori hen, agr stop loss nai laga to ho sakta k trend againt jany se sab kuch khatm ho jae or take profit na lagane ka bhi nuqsan hy kio k baaz oqaat trend bounce krta hy or iske baad achanak trend againt ho jata hy islie dono chezain zaroori hn
      A person who never made a mistake never tried anything new.
      • #108 Collapse

        ji ap ko take profit ki achi ratio ko use karna chye aur ager market ka trend change ho raha ho tu ap ko trailing stop use kanra chye aur apni trade ko profit meinhe close karna dena chye warna trade loss mein be ja sakti
        :cool::cool::cool:
        • #109 Collapse

          Aap ka thread to kissi hadd tak sahi hai magar meray dost aisa bohat hi kam hota hai kay humain tp say uper tak jana chahiye. Humain apna low profit set karna chahiye takay humain loss na ho aur phir hum aik lambay arsay tak trading kartay rahen.
          • #110 Collapse

            Forex trading aik buhat hi acha karobar he jis min market har waqat movement min rehti he aur ye market kabhi aik point pe kafi deer ruki nahi rehti ye jo hum take profit lagate hin to ye humari planning ki hue trading ko zahir karti he yani hum aik profit jo earn karna chahte hin wo hi le k trade ko close kar din yani market agar kisi khas point ko touch kar k wapas aa jaei to bhi hum aik munasib profit hasil kar skin. Es lei take profit kabhi bhi loss nahi balke hamesha profit hi min close hota he.
            • #111 Collapse

              es say app ko nuqsan ni faida hota hai likin apna take profit thora rakhain ta k app ki tp hit ho jye or kabi b greed na karain
              • #112 Collapse

                profit rakhnay ka faida hota hai nuqsan itna nahi hota hai agar proper money management experince ha k achi hota ha jitna bhi tp hit hojye kyun k is market k kcuh pata nahi hota ha
                • #113 Collapse

                  g han bahi app ki bat theak hay agar ham forex tarding buisness main proper money management kay sath tarde nh kartay to is kay nukasaan bhi hain to hamain hardwork karna chahiye or paractice karni chahiye or hamain money management kay sath tarding karni chahiye.
                  • #114 Collapse

                    bhai g bat ye hai long term trading itni assaan nahi hoti hai us me b loss ka bohat zyada dar hota hai us me zyada loss b ho sakta hai bat just trend ki hoti hai ap trend ko dekh k trading kare beshak short ya long term
                    • #115 Collapse

                      g zahri hai. management ka bagair koi be trade lagain gay to us men loss ka chance zyada ho ga... is lia take profit ka optn ko use kerta hua be ful analyse ker hi trade karen... kuk agar ap thek se anaylse nahi karen gay to loss be ho skta hai...
                      • #116 Collapse

                        hello dear you are saying right some time we use the take profit option my dear but we have to face a some problem my dear when we set our stop loss amount my dear so then we see suddenly any pair move very fast then we can not get more profit amount.
                        • #117 Collapse

                          ji haan dear aapnay bilkul thek kaha hai take profit bhi bhut nuqsandah hota hai is liye hamay chaiye kay aap sub say pehlay hamay money ko magegment karnaa partaa hai yai bhut achaa bussniss hay hamay chaiye kay hum forum mai money mko mange karen.................................
                          • #118 Collapse

                            Asalam o elekum dear friends her kisi ka tajaruba aik jesa nahi hota.mgar ap ki baat bhi theek hai kay zaroori nhi hai kay har baar hamen take profit say loss na ho.jahan hamare gumaan main bhi nahi hota some time wo hi hota ha q k hum jab take profit lagate hyn tab ager price ulat chali jay to loss hi ho ga.
                            • #119 Collapse

                              helo my dear sab say phly salam kaho gi ma. friends mary khal ma take profit rakhna theak ha isko rakhny say loss kabi kabi hot ha zarori ni k har bar hi loss ho har kisi ka experience alag hota ha mary khal ma agr ham long time kary to take profit rakhna theak ha waena lossable.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                mary khal ma take prifit ka itna nuqsan ni hota ham agr forex trade ko long time jion kary to ya profit data ha or take profit rakhnay say nuqsan bi ni hota agr ham isko short time join kary to take profit ka nuqsan ha,
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X