Take profit rakhnay ka nuqsan bi ho sakta hai aager proper money management na ho to
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bilkul g agar app take profit laga dete ho tu us ka noqsan hay aur fiada bhi hay fiada ye k agar app k pas bijle ke problem hay tu app ko profit mel ra ho ga marekt tuch kare ge profit say tu ap ko profit mil jaye ga noqsan ye k app zida laalach me profit los na kar bitho ap k pas money ka hona bhi lazmi hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      take profite ko use krna achi baat he agr take profit ko use kya jy aor sath he stop loss bhe use kya jy aor exact order lagya jy to koe masla nahe hota he aor parishani nahe hota h aor
      • #18 Collapse

        dear apki is bat pay to mein yehi kahun gee k forex mein jitna profit Allah nay apki kismat mein likh diya utna he milay ga ager apki kismat mein loss likha hai to loss ho ga lakin ager profit likha hai to ap profit he hasil kero gay lehaza yeh na socho k zyada profit nahi ker saky yeh socho k loss to nahi hua
        • #19 Collapse

          take profit ko use krna must hota aor money management ko use krna bhe must hota he es me he kamyabe hote he agr proper bhe use kya jy means long term ky leye to koe masla nae hota he nuksan nahe hota he aor eaning bhe best hote he
          • #20 Collapse

            ys dear agar aap ko trading me profit ho raha hai or aap ne apne profit ko manage nai kiya hai to is ka nuqsaan ye ho ga ke aap apne all profit apne daily needs ko pura karne ye kisi or kam me laga do ge jis se aap ke pass trading karne ke liye money nai ho gi na aap trading kar sake ge
            • #21 Collapse

              apko har trade main apne takeprofit or stoploss set karna chaye isse apko zyada tension nahi hogi kyun ke apko pehle se pata hoga ke apko kitna profit ya kitna loss ho sakta hai
              • #22 Collapse

                my dear friend agar hamare pass equity ziada ho to hame kabi bee stop loss nahi lagana chahiye . leken es ke sath sath hame proper moneymanagment ke sath trading karna chahiye . aur dosree baat stop loss hame kabi kabi big loss se bachate hai .
                • #23 Collapse

                  dear, Take profit aik bohat achi strategy hai but in those cases where you can exactly predict where the market can go if the market start behaving in some other way then definitely you are going to face loss.
                  • #24 Collapse

                    Take profit k sath ap apni lagai howe trade ko profit main band krte hain or phr apnay liye acha profit banate hain is liye ager hm apni trading main zyada take profit ki lalatch karain gay to apna loss karain gay.
                    :p..........No One is perfect and I am No One........:p
                    • #25 Collapse

                      bat ap ki theek hay per main to samjhti hun kay ye phir greed wali bat hi hui na,agar ham take profit lagaty hen or usay achieve kar lata hen to is ka matlab ye hua kay hamara plan kamyab raha hay.
                      • #26 Collapse

                        hmain forex ment rading kerty time take profit lagany se profit to milta hai but is men loss nahi hota hai ap apni marzi se taker profit lagty hain but ye hek pips per laga hona chahye ager ap wrong lagain ge to ap ko loss ho ga.
                        • #27 Collapse

                          take profit is one of a great tools that i think that traders should take advantage of any time they are trading because it help traders to manage their trade when in profit and also it help traders to secure their profit any time they are not around to close their trades
                          • #28 Collapse

                            aksar martaba asa be ho jata hai kay humain loss hpo jata hia ar wo be proper money managment na honay ki waja say. money managment zaroori hai
                            • #29 Collapse

                              aik bohat achi strategy hai but in those cases where you can exactly predict where the market can go if the market start behaving in some other way then definitely you are going to face loss. dosto ko mera salam forex ma har insan ka tajruba same nahi hota.magar ao ki baat bhi theek hai kay zaroori nhi hai kay har baar hamain take profit say loss na ho..jaha hamare gumaan main bhi hota jo aik dam ho jata ha islia mere kiyal say tu jeb tp hit hojye tu humain khush hi hona chaiye ha is baat per aur her kisi k pass zyada equity nahi hoti ha k wo long term trading keray
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Take profit and stop loss important term hain trading mei and har trader ko chahye k wo inko zaror apply karen q k is se hum bary loss se save reh sakty hyn lakin hamain isko fully learn karna chahye take profit kis tarah apply karna hai ye sab learn karna chahye money management karni chahye taky loss se bach saken.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X