instaforex ka main page urdu sa permanent kaise english karein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    instaforex ka main page urdu sa permanent kaise english karein?
    dosto mai roman urdu janta hoon aur original urdu bi jaanta hoon per adat mujhy english ki hai kiya aap log meri yeh help kar sakte hein kai mai kis tarha sa instaforex main website ko English main permanent tor per karoon???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    mary bahi ap n sawal boht acha key hy pr par mujhay bhi iss bare main kuch ilm nahi hai..ap ko chahiye kay ap forex kay ta'leemi section par ja kar har sawal ka jawab hasil kar sakte hain..
    • #3 Collapse

      dekho yar log to ayah is bat apr pareshan hote hen ke woh kis tarah roman urdu ya real urdu janne wale is kaam ko sahi tarah karen laikin ap to ulat hi keherahe ho aoko roman urdu ka aik behatareen platform jab mil gaya he to is faltu bat men time nahin zaya akrod ost aur isi men age barhte jao aur kamyabi hasil karte jao
      • #4 Collapse

        brother is cheez ke baare men mujhe zyada tou nai pata lekin itna zaroor pata he k aap pak forex website ke homepage par language change kar sakte hen aap yeh try karen shaayad meri advice aap ke kaam hi ajagi
        • #5 Collapse

          simply agar Ap insta ki website ki language selection Main US ya British english Select Kar lain tou ye Maslaa hal ho jaye Gaa,Waisay English ho ya urdu basic concept clear honaa zaroori hai
          Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
          • #6 Collapse

            dear jab hum insta ki webside kholty hai waha side me options aty hai languages change krne ke hum waha se kr skte hai but me is par urdu me hi tread krta ho acha profit kamata ho............
            • #7 Collapse

              i think mery bhai dekho yar log to ayah is bat apr pareshan hote hen ke woh kis tarah roman urdu ya real urdu janne wale is kaam ko sahi tarah karen laikin ap to ulat hi keherahe ho.....
              • #8 Collapse

                instaforex web page is in english but if you check through the web site you will see the language choice and so you can chose whatever language that you want. that should not be any problem at all. even when you do not speak english you can still do forex
                • #9 Collapse

                  bro ham pakistani ha or ye forum b pakistan ka ha is lye ap ka koi issue he ni bnta ha k ap english me comment or post kary ap ko urdu likhna ati bolna ati ha , agr ap acha earn karna chahty ha to ap ko urdu me apni bt karni ho gi ni to ap apni forum ki setting me jar kar easily language kar skty ha
                  • #10 Collapse

                    taleemi section par ja kar har sawal ka jawab hasil kar sakte hain..waha say hi ap ko trading say related maloomat mohayya hongi.ap instaforax ki website open karty ho tu waha par or kahi se langvage ati he jaha se ap change kar sakty he.
                    • #11 Collapse

                      yes dear if you want to translate the instaforex in the english or in the urdue then do not worry ,when you will open the instaforex website then on the corner of the website you will easily able to see the language change button you can easily change it
                       
                      • #12 Collapse

                        open karty ho tu waha par or kahi se langvage ati he jaha se ap change kar sakty he urdu english ya koi or zuban bhai jan jaab tak ap pakistan forum m ho ap ko koi tenshion nai ho gi bus ap posting karty raha karoshan hote hen ke woh kis tarah roman urdu ya real urdu janne wale is kaam ko sahi tarah karen laikin ap to ulat hi keherahe ho aoko roman urdu ka aik behatareen platform jab mil gaya he to is faltu bat men time nahin zaya akrod ost aur isi men age barhte ja
                        • #13 Collapse

                          aap insta forex ka uk version kol leen ya aap aik he page ko bookmark ya speed dials mein add kar den kuen kay aap ki country pakistan hai is liye aap ki earning beusi pa sepend karti hai
                          • #14 Collapse

                            Kisi bhi language mei website ko convert karna bht easy hai ap sab se pehly instaforex ki website open karen then wahan language ka option ho ga usko open karen gy to drop down list open ho gi us mei se ap jo bhi language choose karna chahen kar sakty hyn english karna chahen to wo bhi select ho jae gi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              sawal to aap ka mujhy kaafi acha laga but sorry to say you main aek newbie hon fihal to mujhy is baary main kuch zyada pata nhii hai hosakta ai k koi aap ki help kardy seniors main se

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X