trading meaning is earning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Yes Dear, Main ap ki bat se agree karta hn Trading karna har ek k bass ki bat nahi hai, Or agar Trading ko bina samjhe bina us par work kiye kiya jaye to is ka matlab pure loss hai magar iske bar aks agar trading ko techniques k sath mukamal education k sath kiya jaye to is ziyada profitable business koi nahi hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      je haan esa kafi had tak sahi bhi hai lekin purane karne wale live trading shayd ni bhi jante and they are successful in it lekin ji haan trading k meaning earn ni hota apko proper education ki zarorat hai isme to know what is actually trade is
      • #108 Collapse

        Nai no no my dear ya kahna theek nai ha ka trading meaning is earning yani app jab is working main trading karty ho to app ko her bar profit nai hota kabi kabi loss ko be face karna parta ha so humy chaheya ka hum trading start karna say pahly is working ko learn kare.
         
        • #109 Collapse

          Trading ka matlab tou earning kerna he hey lekin is field mey earning kerna itna asan nahe hey kyn kay sirf woh he log earn ker patay hen jo is field mey lagay rehtey hen or mehnat ker kay aagay berhna jantay hen werna pesa kaman itna asan nahe hey is field mey bhe.
          • #110 Collapse

            mery bhai asa nahi hy kun k jo bhi forex ko join karta hy usy tab hi pen karta hy kun k usy education atai hy agar un k pas utna expireance nahi hoga ti unhan aega hi nahi jis ki education achi hoti hy wohi kar sakta hy forex ko ..................
            • #111 Collapse

              ji haan aesa he hai forex trading ka mtlb ye he hai kay is pr ap isliy hamien chahiey kih ham forex atrdeing mee hard work kareen taa kih achi earning hoo saky zyada se zyada earning hasil kr saktay hai...
              • #112 Collapse

                Asslam O Aalikum han gee bilkul agar hum trading ko samaj ker kiya jaye toh issay hum bohat zyada income kammma saktay hain its my opinion
                   
                • #113 Collapse

                  g han bhai ye aik business he jiss se ham earning kerty hen lekin iss se pehly hamen isse seekhna prta he jiss men ham loss or profit gain krty hen agr ham achy trader hen to ham apni skills ko use ker k achi trade kren gy or ham ko profit hoga agr ham seekh rahy en to hamen low volume trade krni chahiye taak hamen loss na ho
                  • #114 Collapse

                    perfect Time par market main perfect possition open ki tou profit or Zara si ghalti hui tou loss.Trading k lafzi meaning tijarat k hain ya kahred o Farokht k hain,Trading Ka out put loss ya profit ki Sorat Main nikalta hai Agar Achay Analysis k sath.
                    • #115 Collapse

                      bilkul trading ka matlb earning ho jata hai. ye aik business hai trading mean tijarat aur tijarat mei earning bhi aur loss bhi hoty hain jo is me expert ho jaye to is k leye earning he earning ho jata hai.
                      • #116 Collapse

                        g bhai jan bilkul thik kaha ha k agr koi trading k bary mai jan jata ha to wo tarding sy kafi profits hasil kar sakta ha or bgair trading k ilm k hm kch hasil nahi kar sakty han tarding mai
                        • #117 Collapse

                          ji haan!! trading k hum meaning ko earning ki sense me bhi understand kr sakte hain!! ap jitni ziada trading kren ge forex me to ap utni ziada earning krsakten hain!!
                           
                          • #118 Collapse

                            hye dear brother aur main aap ke bhaat ke saath bilkul mut maien hoon aur kehnaa chaahunga ke trading ko agar koi banda aachi tariqe se pata hota hain aur jaan jaata hain tho wo itni asaani ke saath loss nahin kar saktha aur per wo banda aur traiding us kelye aik mazedaar game ban jata hain aur sab se achi chez demo account traidng hain
                            • #119 Collapse

                              dekhiye mere mutabic ye trading sab karsakte hai uske liye kisi specification education ki need ni hai apko buhat hi ache dimagh se yee kaam karna hota hai but iski practice karne ke baaad mujhe yakeen hai ke har dosra adhmi ye kaam karsakta hai for sure.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                trading ko ager koi waqi min hi jan jaye to wo phir iska badsh ha lakin is main bht se log asa hi andza p tradin ker rahy hain unha cahiya ke waqi main hi trdin ke pehla rules ko jannne kisis achy tutor se ik education lain tb hi kuch hona ha werna ye trading ksis kam ki nahin ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X