trading meaning is earning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Ge bilkul ap ney sahi kaha hai trading krney se ap ko earning hoti hai aur is se ap ko profit milta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
      trading ko aager koi sahi tarha jaan jata hai to trading ka matlab earning hojata hai but ager trading ko bina education k koi banda karay to trading ka matlab chance ho kar loss hojata hai what do you think?

      Asal main log Abhi Tak ye samajhtay hain K Forex Ko hum bina Sekhay he kar Saktay hain,magar Aisa impossible hai or isi Waja Say hazaroun log har sal forex Ko join Kartay hain or isay Chor Detay hain ye unhain mushkil lagta hai ya loss Hotaa hai,main Samajhtaa hon K forex K Zabardast buisness hai or har buisness ko Karnay Say pehlay usay Mukamaal or Achi Tarah Say Sekhnaa Zaroori hai
       
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #48 Collapse

        Education is a must requirement of this era if you are educated then your business must have worth and standard for which you are looking for...
        • #49 Collapse

          Trading main earning zaror hai per itni asani sy nai hai is ko sumjna parta hai is ki learning karni parti hai chahaye koi b educated ho us ko b loss hojaye ga agar trading ki learning na ki ho.............
          • #50 Collapse

            well its depend on the situation some time you continuously face loss ,and some time its a better way of earning much more then any thing
            • #51 Collapse

              trading ka matlab waqie earning hai agar usko seekh k kia jae har kam jo seeekh k kia jae to us say earning hi hogi to forex main bhi agar seekh kar trading ki jae to bht earning ho sakti hai
               
              • #52 Collapse

                salam dears, trading ek acha business hy or isko krne se kafi earning b hoti hy lekn pehle isko smjhna chahye phr trading se earning kr skte hyn.
                • #53 Collapse

                  trading means earn hi hota hai q k tradiing k zariyie se insan hamesha profit hi hasil karta wo trading hi profit k liye karta hai
                  • #54 Collapse

                    zaher c bat ha ager koe insta forex ma trade karta ho to wo achi earning bhi karta ho ga .trading meaning earning is best ha.mary khayal sa insta forex ma trade karni chahea or erning karni chahea .insta forex ko full time job karna chahea
                    • #55 Collapse

                      ager aap ko yeh maloom hoga ke trading kise kehte hain aur is mein kasie decisions lene parte hain surely aap acha tarah se is ko use kerke, acha profit bhi earn kersakte jab tak aap ko trading ke rules and regulation nahi maloom honge aap forex mein kaam nahi kersakte
                      • #56 Collapse

                        dear friend
                        jab bhe koe banda koe kam start karta ha to is kam ka main moto pesa kamana hota
                        q k pesa insan ke zurart ha us ko apny mukhtlaf activety ko jary rahhny k lea pesay ke zurart hoty ha
                        • #57 Collapse

                          waisay trading k meaning to curriencies ki buying or seloing hain lakin aj kal logon k zehno mein trading is had tak sawar ho gaya hai k unho nay trading ko earning kerny ka zarya bana liya hai jis say bhe poocho kya ker rahy ho wo jawab deta hai k forex say earning ker raha hun is say sabit hota hai k forex mein earning ka name zyada famous hai
                          • #58 Collapse

                            Yes my dear you can say trading means earning because agar app earning karna chahety ho to app ko chaheya ka app zayada say zayada trading ka experience gain karo or learning haseel karo ka forex main kis time or kis pair pay sub say zayada trading ki jati ha or profit haseel kiya jata ha.
                             
                            • #59 Collapse

                              brother trading karna koi asaan kaam nahin hai trading karnay kay liye app ko kaafi mehnat karna hoti hai market se juray rehna hota hai tab he to app market ki position ko samajh paatay ho jab market sahi taarah se analyse karlo to sahi earning ho sakti hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                ji janab kiu nahi forex trading hai hi aik aisa business jo kam time main hum boht achi earning daita ahi forex amin hum gahr baithe apne knowledge aur experience ki base per hum boht achi trading akr sakte ahin aur monthly boht achi earning akr sakte hain`

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X