Pleasure of trading in Commodities

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pleasure of trading in Commodities
    dosto hum sub jaante hein kai Commodities main trader karna itna asaan nahi hai jitna dosray log samjhtay hein but aager aap ko experience aur sahi news according to the Market mil ja ay to aap ki earning increase hogi aur aap ko maza aaye ga trading karnay main commodities per. aap kiya sochte hein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g haaan bhai ap thek keh rahy ho lekin ager news achi ho tou profit deti hai ager zaida achi ho ti bohat profit hota hai lekin negative ho gai tou loss b hota hai :p
    • #3 Collapse

      wasay main abhi new hun is liay main nahi keh sakta kaay ye trading mushkiil hay kun kay mujhay to ye buisness sasan lag raha hay is liay manay is buisness ko join kia hay,i think ye asan kam hi ho ga.
      • #4 Collapse

        forex trading main maloomat ka hona bht zarori hai kyun agar apka pas maloomat hai to ap acha earn kar skte ho our commodities mian jab market ko achi our strong news milti ha to earning mein bhi izafa hota hai.
        • #5 Collapse

          yes my dear i agree with u koi bhi kaam without experience and without knowledge mushkil hi lagta hai..forex trading kay liye ap kay paas knowledge aur experience ka hona bohot zaroori hai..tab hi kamiyabi mumkin hai.
          • #6 Collapse

            Waisay Tou Market Watch Window Main Buhaat kuch hai Trade Karnay ko laikin Comodities main Trading Thori si dificult hai banisbaat Currency Trading K,Coz Agar hum metal ko he ly lain tou us k Sab Co Relations ko Dekhnaa hotaa hai metal par kon kon Si news Asar Dalti hain unhain note karnaa hotaa hai or Sath Sath Capital bhi bara hona Zaroori hai kam Az Kam Comodities K liye 500$ hon
            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
            • #7 Collapse

              there are great opportunity in both trading commodity, forex, metal and crude. i think that it all depend on your knowledge and experience in that market.so no matter what there are always great pleasure in trading the market as long as you know what you are doing
              • #8 Collapse

                ap ko jis chez me trading ki knowledge hai ap ko us p trading kkrni chaye ta k ap ko zada loss na ho. chaye wo commodities per ho, chaye wo currency me ho, ya chaye metals me. trading me basic chez knowledhge or experience hai. ager ye dono ap k aps ho to ap trading kar skty hain
                • #9 Collapse

                  کہ ہر کام کے لئے آپ کا علم ہونا چاہئے اور تجربے کے ساتھ آپ کو زیادہ یہ جاننے کے کہ سچ ہے، اور آپ اس کو فتح کر سکتے ہیں کہ اچھی معلومات سے متعلق ٹریڈنگ ہے تو اس کے ساتھ ساتھ غیر ملکی کرنسی ٹریڈنگ کے ساتھ جاتا ہے.
                  • #10 Collapse

                    yaar mjhay commodity ka koe experience nahi hay magar han ye baat to hay jab app ko kesi bhi chez ka experience ho jata hay to app ko us chez ki samjh anay lag jati hay to app pher behtar tariqay say kam kartay ho. is liay experience is necessary
                    • #11 Collapse

                      ap acha earn kar skte ho our commodities mian jab market ko achi our strong news milti ha to earning mein bhi izafa hota hai.ye baat to sb sy pehlay ha na Koi bhi kaam without experience and without knowledge mushkil hi lagta hai.
                      • #12 Collapse

                        a wakif hain or market me kam bhi buy/sell karna hai tu phir trading me kon si aisi chez hai jo humen samjhny ki bohat ziada zarurat hai? Aap ko kia lagta hai kay kia aap abhi aik successful forex trader hain ya aapko abh s wqt say lay kr aj tak mera konwledge main bhut fraq ha. i feel that i became a success in forex day by day. so i hardwork and learn more knolwedge about forex. it is oppotunity for me that i become a great business man in the past experience and without knowledge mushkil hi lagta hai.
                        • #13 Collapse

                          bhai jaan trading kisi mai be assan nahe hai mera balance kesa y khatam huewa ye mujay pata hai na ak baar merket up hue tu 40 dollar gae aur ak baar low hue tu 40 dollar gae es ko capture kar pana bohat hemushkal hai
                          • #14 Collapse

                            han ji ap ki baat bilkul sai hai per main samjhta hoon ke commodities main trading kerne ke liye aik tu ap ko bht zayda time ka experience chiya hota hai aur saath main bht zayda importance hoti hai ap ke amount ki kyoun ke commodities main experience hone ke bawajod aise upset hote hain ke ap ko os time bht amount ki zarorat par jati hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dosto hum sub jaante hein kai Commodities main trader karna itna asaan nahi hai jitna dosray log samjhtay hein but aager aap ko experience aur sahi news according to the Market mil ja ay to aap ki earning increase hogi aur aap ko maza aaye ga trading karnay main commodities per. aap kiya sochte hein?

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X