kiya hamein forex trading main practice ki her baar zarorat hoti hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #826 Collapse

    Asslamoalikom! my dear ap nay bohat achha point discuss kia hai kay kiya forex main her bar practice ki zarorat parrhti hai. nehi yae zarori nehi hai. is main ap nenn aik ber demo par achhi traha practice ki ho to or us practice kay baray main knowledge bi ho to ap ko har bar is ki zrorat nehi ho gi...........................
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #827 Collapse

      nahi jnab,,,har baar nahi hoti is ki zaryerat jnab,,,kabhi kabhi nahi bhi hoti hay is l;iye jub bhi is main kaam kia jaye sahi trha say hi kia jaye
       
      • #828 Collapse

        Mere dost forex main trading kay liye practice ki har baar to zaroorat nahi parti hai lekin haan experience traders apni trading kay sath sath demo account is liye use karty hain kay wo apny experience ko test karty rahy or kahin per koi mistake na kar bethen jahan per signal proper nahi milty to wo apny demo account main trade open krty hain takay apna experience test karain.
        AGAR AP KO MERI POST PASAND AAI TO PLEASE THANKS PER CLICK KARAIN.
        • #829 Collapse

          i don't think so that k humhy bar bar practice karney ki zaroorat paerhti hogi humhy ek bar hi demo per achi practice karni chahiyeh itni k bar bar krney ki zaroorat na pare
           
          • #830 Collapse

            listen dear forex business me practice ki tab need hoti he, jab trader ke pass experience nahi hota, agar trader well experienced he to usay demo per practice ki zaroort nhi he, my advise to you agar ap khud me ability nahi feel karte ke ap live per trade kar ke munafa earn kar sakhte ho, to ap ko demo account ki zeyda se zeyda practice karni chahiye.
            • #831 Collapse

              jee hawn apko zrurat to hai ofcourse guidance ki...kay apkay paas thora jitna experiance to ho atleast kay apne trade kese karna hai...cox wo main chex hain jahan se ap seekhen gay gain kre gay or profit kay sath earning bhi kar sakte hain..!! isilye apko ik se do baar practice karni must hai..:)
               
              • #832 Collapse

                Forex trading bhi aek bohat si simple trading hai es main jo sharp hoaty hai wo sirf aek demo say samj jatay hain its depends upon your own mind kar ap kitnay technical hai bus aek dafa to lazmi seekni parti hai its better kay app baar seekhien q kay har bar kuch naya seekhnay ko milta hai
                • #833 Collapse

                  ji bhai hamain jab bhi koi new strategy milti ha ham us ko real account main use karny sa phly demo account main use kar k us strategy ka faida dekh sakty hain is liyea prectice sa hamain pata chal jata ha k ya way mary liyea sahi ha ya ghalat.
                  • #834 Collapse

                    G han g dear forex trader ma ap ki bat sy agree karta hn forex ma practics ko bht zada hamiyat hasil hai demo account practics k leay bht hi suitable hai is ko use kar k ap apni kamzoriyho ko hiden kar skty hain.
                    • #835 Collapse

                      dear hamin forex main her bar hi practice ke zarurat perti hain ham jitna zada forex main tawajo datay hain is main utna asani se passay kama saktay hain
                       
                      • #836 Collapse

                        Har insan ka apna trading style hota ha,mera khayal to ye ha k pehlay 3 months practice kafi ha,because us k baad hum jo real trading kartay hain,us mein hum seekhtay bhi hain aur hamara experience bhi ziyada hota ha.
                        • #837 Collapse

                          In my opinion, I dont think so for your continuous practice on Demo, as when you come on real trading, you dont need to practice, as this real experience is rally need you learn the lessons from your failure or success, however, like if you want to practice on Gold, its very difficult in real market, without practicing on it.
                          • #838 Collapse

                            The first search technique that many new we choose which suits us that we enjoy doing. if we already can we enjoy doing with our own discipline. but remember that technique not is 100% profit so no one defeat was immediately moved techniques. then continues, when we can consistently use the technique and get a profit?
                             
                            • #839 Collapse

                              yes hamye practic ke har bar zarorat hote hai success ka liye kamyab tradres wo hai jo acha knowledge aur achi invest rakhta hai forex trading ma eraning ke koie limit nahe hai ye unlimited profitable business .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #840 Collapse

                                g han ap logo is businesski jitni baar practiec kr the hain ap logon ko itna hi faida hu tha ha is kam ke indr or ap logon ko is ke baare khafi pat chl tha ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X