kiya hamein forex trading main practice ki her baar zarorat hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    nahe friends humain forex trading main har bar practice ki zarurt nahe hai bus aik dafa hum agar demo account pe practice kar len tou humain bar bar practice ki zarurt nahe ho gi forex main practice se zaida humain knowledge ki zarurt hoti hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      o ny bahi ye trading hy koi match tu ny jis k leye har din practice karni paray. or trading karny mind chaheye or time dena parta hy jis se trading min ezafa hota hy. aik bar kam set ho gia tu pher baith k khana he hota hy. kam tu dosray karty hin.
      • #228 Collapse

        sir demo account me sure banata hain k hum kitney pani me hain or is se profit be mil jata hain log tu thek he ker ray hain jo demoo account use ker rhay hain
        • #229 Collapse

          bhai g mere khayal main hamen har bar practice ki zarurat nahi hoti balkay jab ham forex main pehly bar enter ho rahy hoty hain to us waqt zarurat hoti hai q k ham naye hoty hain or hamen forex main trading karny nahi ati jab ham trading karna sekh lety hain to phir ic ki zarurat nahi hoti.
          • #230 Collapse

            agare aap is kaam ko lagatar karty hain to aap ki practice khud he ho jati hai lekin agar ap is kaam ko kar k achi tarha say samjh lety hain aur beech me chor dety hain to aap ko tension nahi leni chahye.
            • #231 Collapse

              ok dear ap prectice ni kro gy to per mushkil hy profit hasil krna is lie ap ko practice karni chahiye is maqsad k liye to demo account banaya gaya hy taky ap practice kr sako baghr nuksan k ;;;;;;
              • #232 Collapse

                Practice ke asal zarorat sirf begineers ko hote hai jis kai liyai oun ko demo account kai through trading sekhnai aur ous ke practice karna zarori hai ous kai bad jab ap live trading start kartai hain to ap ko demo account ke zarorat nahin hoti kyon kai ous waqt ap live mai kam kar rhai hotai ho aur ous waqt ya profit hota hai ya loss bus. So har bar ap ko demo pai practice karnai ke zarorat nahin.
                • #233 Collapse

                  Actually, a good trader always continues to learn about Forex trading and never stops the process learning. Therefore, it is very important in Forex trading that we should always continue the learning process and try to gain more and more knowledge of trading skills and techniques of Forex trading because Forex trading is a vast field and we must not stop the learning process. Of course, we should continue to practice on demo account to test our new trading strategies and skills. The best thing of it is that we can practice and apply new learning techniques on it with real trading scenario without the risk of losing real money.
                  • #234 Collapse

                    mere khayal se toh trader ko forex me thoray arse baad practice ki zarorat hoti hai poster ko nai kyun ke trading me market aksar change hoti rehti ahi nai variations ajati hain isi liye trader ke liye zarori hai k wo har cheez se updated rahe practice ke zarye
                     
                    • #235 Collapse

                      han practice boht zaruri hoti hai trading k liye mein nay boht se traders ko aj bhi trading krty waqt bhi demo accounts pe practice krty dekha hai jis se wo skills ko acha krty hain apni kiun k demo account risk free hoty hain to ap practice k liye isy use krty ho demo accounts apki boht help krty hain practice krne mein to apko usi pe practice bhi jaari rakhni chahye trading ati ho tb bhi practice krne chahye.
                      • #236 Collapse

                        they say that in every thing practice makes perfect and so the same thing apply to forex, for me all traders so spend adequate time in learning and demo trading so as to get the experience that is required for success at any given time of the day. demo trading is a must for new traders
                        • #237 Collapse

                          har bar practice ki zarurt nahe hai bus aik dafa hum agar demo account pe practice kar len tou humain bar bar practice ki Artur nahe ho gi forex main practice se zaida humain knowledge ki zarurt hoti hai...gy to per mushkil hy profit hasil krna is lie ap ko practice Marni Chayefsky is Masada k liye to demo account banana gaya hy taky ap practice kr sako baghr nuksan k
                           
                          • #238 Collapse

                            ..jee haan har cheez may professional honay k liye firstly aap ko knowledge ki zaroort hoti hai lakin without practice wo knowledge kisi kaam ki nhi tou successful honay k liye zaroori hai k jo knowledge aap nay hasil ki hai uski practice karen tab hi jaa k aap eak successful trader ban saktay hain.. practice makes a man perfect..
                            • #239 Collapse

                              humy hr bar humy forex trading main practice ki zarorat nhi hoti hay jab ap 1 barr acht treky say demo pr practice kr lety ho to ap ko bar bar pracctice ki zarorat nhi hoti lakin agr ap apni trading ki strategy change karna chahty ho to ap ko demo pr strategy bnani chahye ta kay ap ko real trading main us strategy ko apply kr kay profit hasil karny ka moka mil saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Ji han trading main hmesha hi practice ki zarorat hoti hai....learning kabhi bhi complete nahi hoti....aur market ki conditions aur strategies hamesha change hoti rehti hain isliye unhen samajhne k liye her bar practice aur mazeed knowledge ki zarorat hoti hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X