jab aap trading kar rahe hotay hein to kis cheez ko ahmiyat daitay hein?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    Assalam O Alaikum, Trading main her ek cheez ki apni apni importance hoti ahi market news ki apni importance hai keh yeh market main movement ka sabab hai aur technical analysis bhi aap ko market ke baray main idea detay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      trading karte howy hum ko aisa karna ho ga ka hum ko ziada se ziada mehant karni ho gi si e ap ko bohat hi ziada fiada ho ga

      keep working harad this siebst best busiens s is may ap ko bhi hissa lena chye
      • #363 Collapse

        mujhe abhi iss bare me itna maloom nhi kiun k me abhi new hun trading me lekin me ye koshish zarur krti hun k planing se kam kron aur greedy se bachon kiun k greedy se boht nuksan uthatna parta hai aur planing se trading karen ge tu success zarur hogi aur acha business kr saken ge.
        • #364 Collapse

          gee friends mere kheyal se agr ap k pas experience hai to ap k liye trading krna koi mushkil kam ni hai or ap es me asaani se tory se time me ak achi earning hasil kr skty hn .... or trading k duran sab se important thing news hn market news jin ka analysis kr k hum trade ko open krty hn .......
          • #365 Collapse

            Dear Friend Trading k dooran sub sy important hoota hai. market ka view aik item aap select kareen aur uski poory year ki trasaction cheek kareen phir work kreen.
             
            • #366 Collapse

              G haan aap bilkul theek keh rahay hein k trading karty huay buhat si cheezon ko madde nazar rakhna chahia, phir trading karna chahia hai.
                 
              • #367 Collapse

                I think ek trader k liye trading k doran market ki bohat importance ho ti hey or easily wo is cheez ko handle bhi kar saktey hey . Isi liye trader market pey ziada zor detey hen or is cheez ko apne uparek tarjee k tor par bat kat kartey hen.
                • #368 Collapse

                  Forex trading mein zaroori hai. k pehly aap ko forex k rules ka pata ho us k baad aap trading karny sy pehly kisi aik item per work kareen. jis ki aap ny trading karna ho.
                     
                  • #369 Collapse

                    Traders market ka jaiza leety hein. poora poora saal aik aik item k utar charo ko janchty hein. us k baad market mein investment karty hein.
                     
                    • #370 Collapse

                      main jab be forex karta ho tu mera focus trading ke taraf hota haii or meri koshish hote hai kai main trade karne say pehla sahe analysis karo.forex trading karte waqat main loss say save hokar trade karta ho
                      • #371 Collapse

                        asslaum allikum wa rehmatullahi wa barakatihi janntt halala hu wa dozkh harama hu dear all pakistan forex forum members main to jb bhi trade krta hon to apni sari twaja sirt trade main rkhta hon aur dkhata hon kay maket kis taraf jaye gi aur kitna profit day gi......
                        • #372 Collapse

                          ham jab trading kar rahay hoatay hain tu hamaray khiyaal main yeh hi hota hai k ab market ka trend change ho raha hai and hamain loss ho jata hai
                           
                          • #373 Collapse

                            forex main hamain trade laganay k liay is ka trend ko daikhna zaroori hai.and phir ham is k baad trade lagain tu thaik hai
                             
                            • #374 Collapse

                              sab say pehlay main un four pair ko study kerta hoon k un ka graph kis side per ja raha hai phirus k mutabq trade lgata hoon and normal profit earn kerta hoon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                hamain trade karnay k liay kuch indicator use kar rahay hotay hain.is k baad hamain is main trade laganay k liay small lot use karni chahiay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X