skills aham hotay hein ya aap ki qismatein ya phir aap ki knowledge?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Hay. Skill, qesmt, ur knowledge. 3 he imprtant chezn hain. Ak bat yad rakhn k ap forex join kr ry hain ya b ap ke qesmt ha. Ab agy kam bnta ha ap ke knowledge ka. Q k jatni knowledge itna ha ap ka experiance ur jtna ap ka experiance itne he ap ke skill mature hun ge. So skills ka last nbr ata ha. Ap knowledge improve krn bqe chezn auto ma set ho jhne gee.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      i think k ye sub hona zaror knowledge or experience k ap trading nahi kar skty han or kbhi khbi apko pofit apky luch ki waja sy bhi ho jata hai without knowledge or experience k trading karna fazol baat hai
      • #588 Collapse

        a.salam.forex main sb sy phly learning phr demo account py parctic bht zayda ameeyat rakhty hain.phr hum aik achy trader bany gyn.phr jb trader ho gyn tu phr is main ap ki kismat b hoti hai.ansan kismat apni khud banatahaijb humaik gud learner hogyn tu kismat khud apk sath ho gi.so first learn thn check ur kismat.
        • #589 Collapse

          brooo....mere khyaal se tu ap ko trading maii skills or knowledge ki zyada zarort hoti haii...q k rahi baat kismat ki....wo kabhi b ek jasi ni rhti hai,....wo badlti rahti hai...is liye skills or knwledge ko zyada se zyada behtar banaye...kismat pe mat rahy
          • #590 Collapse

            bhai mera khayl mein jitna mein ney is trading business sey sekha hai humein knowledge and skills ki sab sey zayda zrort hoti hai wo chez alag hai agar hum luck o bhi dekhain yeh optional rakh sakty hain ap is trading business mein but jo zayda important hain wo knowledge ,learning, skills and ap ki strategy planning matter karti hain.
            • #591 Collapse

              dear jahan tak mera khayal hai ya meri thinking hai us k hisaab sy yeh 3no cheezy bht important hain,but in 3 cheezon mein jo sab sy ziada important rkahti hai wo hai ap ka knowledge,agr ap k pas proper knowledge and infor mation hai tu ap ko tension leny ki koi zurart nahi hai ap zaroor success hasil kar loo gy forex mein.
              • #592 Collapse

                clearly we must have compassion for our account and always use stop loss when the transaction so that we do not experience a margin call and adhere to the rules that we have made so that we can trade with ease and if you lose you should we have to stop trading it open instead we hurt accounts we are adding open position with irregular
                 
                • #593 Collapse

                  skill bhot aham hoty hain agar hum forex py theek triqy sy kam krna chahty hain r kuch achi earning krna chahty hain to yeh zarori hai k hum is ko skills sy seekhyn achy triqy sk yeh
                  • #594 Collapse

                    dear skills sab say eham hay or skills ati hay market may kaam karnay say agar aap market may kaam kartay ho to hi aap ko iss may skills or phir skills say hi kamyabi milti hay qune kay aap market may apnay loss ko profit may badalna seekh laytay ho.
                    • #595 Collapse

                      skills and knowledege is important for trading....else you are a failure....or yeh skills or knowledge humain demo account p practise kr k mill saktga hain or aus k ilaawa market news parhain
                      • #596 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: rolling heart
                        yah teno chizy bohat ehmeyat ka hamil hy luck app ka her dafa sath nahi deti hy or knowledge say app trading main acha profit kama skty hain is main app ko jb app ka experience zayda ho ga tu app ki skill bohat kam aye gi in per amal kar kay app acha profit kama skty hain
                        Yes main ap ki baat say bilkul agree karta hon ke kismt say ziyada ap ko forex trading ap ke pass knowledge ke sath sath is ka experience bhe hona chaiye phir hi ap ke pass skill ho ga.
                        • #597 Collapse

                          Skills to Aham hoti hy lekin kabhi kabhi Qismat ka amal Dakhal bhi hota hy lekin kismat banani bhi parti hy. Knowledge ke honey sy kafi asani ho jati hy. warna admi sikhney ke liye koshish krta rehta hy. ye teno agr aik sath hoon to admi ki life ban jati hy usy koi tension ni hoti.
                          • #598 Collapse

                            forex trading mai kisi bhi trader ke luck jo hai wo hamesha kaam nahi kerte hai market mai.kuin ke market mai experience aur knowledage se earning hote hai luck se nahi hote hai.isleye hamesha pehle app apne skills ko develop kerne ke koish kerhe.
                            • #599 Collapse

                              Ji han Luck k sath sath forex trading me learning boht zaruri he agr ap forex me learning nhi karenge to ap hamesha lose me rahenge lose se bachne k lie forex ki learning zarur karne
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                forex trade may knowledge aur experience ka buhat barra role hay jis k pas trade ka jitna experience ho ga vo utni he earning kary ga is k ilawa trade ke skills bhe ahmiat hoti han is liay apni skills ko improve karna chaiya lakin trade may luck ka koi barra role nahe q k luck kabhi to sath day jati hay lakin har baar aisa nahe hota is liay luck par inhasaar nahe kar sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X