Forex newbies ko sub sa pehle kiya seekhna chahiyeh?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    i thank mare khayal sa forex newbies ko forex main sub sa pehle kis cheez ko seekhna chahiyeh wo cheez batein aap. ...............
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      i thank mare khayal sa forex newbies ko forex main sub sa pehle kis cheez ko seekhna chahiyeh wo cheez batein aap ap is sa kabi bo nai ho ga
       
      • #78 Collapse

        forex ma sab sa pahla new bee ko forex ki basic sa start karna chahia phr us ka bad in ko demo par learning karni chahia or is ka bad mukhtalif web site par ja kar is ka bara ma malomat haisl karni chahia or forum par apnay seniors sa rahnumai lani chahia
        • #79 Collapse

          i think forex newbie ko chahiye ke jitna ho sake greed kare bina is business se earnings hasil karne ki koshish kare and is business me greed na kare or soch samajh kar is me kaam karne ki koshish kare .
          • #80 Collapse

            jo log new hai is kaam mein sb se pehle un ko is kaam ki basics samajhni chahye jis mein order ke types, volatility in market, price ko kis trha calculate krte hai plus time frame ka sahe use aur is ke baad ap ko demo pe bohat practice krni chahye jis se ap is market mein consistent hojaye profit earn krne mein
            • #81 Collapse

              forex main sab se pehlay trading kartay waqt un ko is k rules or regulation samaj na chahiye us k baad ap ko is par trading karni ati ho or ap k pass information lazmi honi chahiye tab hi ap aik achay traders ban saktay hain or acha earning kama sakaty hain.
               
              • #82 Collapse

                mere dost mere khayal say jo bhy forex may new enter hota hay, usko chahye ke woh ziada say ziada demo account par practice karte rahe and uske elaawa forex kay rules read kare and kisi experienced banday se advice lay
                • #83 Collapse

                  Forex may sab say pahlay typing ani chahiay kynk typing nahi ay gi to mera dil nahi manta kay wo admi forex ki typing kar sakay ga usay practice zaroori hay
                   
                  • #84 Collapse

                    Forex may sab say pahlay account banana seekhna chahiay aur es kay baad posting aur posting kay hamain typing ani zaroori hay otherwise kuch nahi
                       
                    • #85 Collapse

                      Agar to forex may account banana ata hay to samj jay kay posting karna koi khaas baat nahi hay es kay ap ko typing ani zaroori hay otherwise.................
                       
                      • #86 Collapse

                        If you are new in Forex The first advice is to learn forex well and not to enter a true account to make sure of your ability to bear the loss and also available on the experience even enough to cover the losses last an advice if you are still new to learn more, it should catch
                        • #87 Collapse

                          wasay to main samjhti hun kay newbie ko sab say pahlay Forx ko samjhhna chahaiay or yahah per trading kay rules sab say pahlay sekhnay chahaiy kay kis kis time per trade karna theek hay or kis time per nahi.
                          • #88 Collapse

                            new logo ko sb sey pehlay forex trading key basic rules sekhney chahey aur phir forex trading ko samjh kr he start krna chahey to he ap acha result hasal kr saktey hai is leye ap ko chahey key proper knowledge sey trading karey gey to acha result hasl kr saktey hai..
                            • #89 Collapse

                              forex man jo bhe new ata ha os ko sub se phly forex k rols ko folw krna vhy or dekhna chy k forex kia ha or es ka best expence or knowlioge hasil krna chy tab he wo ja k kamyab ho skta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                forex newbies ko sab se pehle yahan learn karna chahiye knowledge gain karna chahiye aur yeh dheyaan rakhna chahiyekay humain yahan lalach aur emotions se duor rehna hai aur sabar se kaam lena hai tab he success milay ge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X