Forex newbies ko sub sa pehle kiya seekhna chahiyeh?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    Sir forex may jo new boys hain unko say say pehlay to forex kay rules ko seekhna chahiye us kay baad un logo ko demo par kama az 3 month practice kerwaye baad may markeet ko read kerna or last may trading aisa hona chahiye thank u
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      forex treding buznees min new treder ko sab se pahle in kp demo akont ke bare min selhna cahye in ko sab se pahle mere kyal se to demo akont par hi tredin g karni cahye
      • #813 Collapse

        ek newbie ko sub say pehlay trading ka ana zrori howa karta hai k wo trading kiss tarha say or kesay kar sakta hai jiss tarha say mumkin ho sake trading me atay he chalay jaya kare or socha kare k hum kesay is me a kar her tarha say mind ko set rakhtay howe sub kuch kar saktay hain.
        • #814 Collapse

          forex me jo newbies hoty han unko sab se phely order lagana sekhna chaye us k bad money ko management karna sekhna chaye sab se phely demo pe trading karni chaye or practice karni chaye newbies ko
           
          • #815 Collapse

            new traders ko chayea k sab se pehley wo market ki inforamtion le aur forex trading k baray main har tuyrhan se achi turhan se achi inforamtion hasil kar le , jab wo is qabil ho jae k knwledge ho jae to demo account pa pratice karay.
            • #816 Collapse

              foerx forum me jo newbies hoty han unko is forum me sab se phely trading sekhne cheyen kyoun k trading in k lye bhot importance rakhti hai islye demo account pe bhe new trader forex ki learning kar skhty han is ley ap bhot asani se different stratgies use kar skhty ho
               
              • #817 Collapse

                Bhai g forex maibnew tradrs ko sub sai phla is ke knowledge ko seekhna chahye zaida sa zaida phr next unko is ka experience laina chahye jo inko demo account sai
                • #818 Collapse

                  gee bhai forex trading mein newbies ko phly trading demo account per sekhna hota he aur learning ache krna hote he chahe woh demo per kre ya live online websites per learning kre phir apni investment say trading kre to trade bhtr hote he
                   
                  • #819 Collapse

                    jnab hum jab trading main agr success hasil karni hay to humain is main practice kar kay kam karna ho ga or huamin is main demo ko use kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main practice kar kay kam karna ho ga
                    • #820 Collapse

                      han dear ye aik real buiness hai is ko bahut ys loog kr rahy hain lekin mukaml learn kr k kiajat hai ye aik acha buiness hais i ko bahut ys loog kr rahy hain ye aikmacha buiness hai
                       
                      • #821 Collapse

                        dear sab kuch learn kr k phir is buiness mein ap ko mehnt ys kaam krna ho ga phir ap kamyaab ho sakty hain ye aik good buiness hai is ko kafi mehnt sy kiajai ga ye aik good buiness hai
                         
                        • #822 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                          forex newbies ko forex main sub sa pehle kis cheez ko seekhna chahiyeh wo cheez batein aap.
                          i think forex k business mein new traders ko sab se pehle forex ka full knowledge hasil karna chahiye k forex mein trading hoti kese hai jis k liye new treaders forex mein demo acount par bhi kaam kar k forex k business ko learn kar sakty hein aur real acount mein earn kar sakty hein
                          • #823 Collapse

                            sub se pehle yeh jan le ke yeh business kafi risky hai is main ap ka amount ja sakta hai or ap ko is main kafi hard-work kerna hai kuch hasil kerne ke liye so yeh batain apne learn kerni hai then ap forex trading ko learn karey baki cheezeybhi ap easily samjh sakte hia
                            • #824 Collapse

                              meray khayal say jo forex trader new hain unhain forex trading business kay mutalik sari information leni chahiye or hamain hard work karna chahiye or hamain learning karni chahiye tab hi ham success hasil kr payen gay or forex trading business ko mukamal learn kar sakain gay so ham mehnat krni chahiye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                g bhai forex ma jitny b new traders aa rhy hain unhy chhye ky sab se pehly forex ki basic ko learn kry jab usy learn kr lay phr practical kry mtlab demo pr jitna ho sky utni practice kry aur mere khyal se kam se kam one year demo pe kam kry kyu kay wo jo kuc b sekhna chahty hain wo demo pe he sekh sky gay aur yaha se galtiyo se bach sky gay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X