Trend line kia hai
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G dear trend line 2 qisam ki ha 1 trend line strategy ha aur 1 trend line break out ha agar hamari trend line wali strategy par trade nhi ban rhi to hamy trend line break out par trade lga deni chahye.is se bhi ham ko bht achy tips mil skty hain.aur hamyn is par zayada profit ho sakta hs aur ham zayada earn kr sakty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dear, hum chart per trend line es liya lagata hain ka huma market ka trend pata chal jaya ka ya bullish ha ya bearish ha . Jb b trend line draw ke jati ha aur market us line ko break kr dati ha to us ka mtlb ka agr market bearish the to bullish ho gai ha aur agr bullish the to bearuish ho gai ha. Aur es name sa b show ho raha ha ka trend line ka mtlb kia ha market ke direction btana he ha.
      • #18 Collapse

        Dear forex trading me trend line k use se hme ye pata chalta he k is cheez ki markit ka trand kesa he jis se hme ye bhi pata chalta he k ab is ki mafkit up ja rahi he k down or isi hisab se ham bay ye sell laga sakte he . yehi is trand line ka main maqsad he.
        • #19 Collapse

          AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Respected brother agr ap kisi chart main higher highs ko milaty jayn to to jo line appkI resultant line hogi usko trendline kehty hain. Is tra loewr lows ko milany se b trendline hasl hoti hy
          • #20 Collapse

            Forexbusiness mai trend line bohat important hai ap forex market mai support aur resistance line ko draw kr sakty ho tou es kay bad ap ko tend line bhe draw krna haijis ki madad say ap market kay trend ko maloom kr sakty ho.
            • #21 Collapse

              trend line zaroori ni ka pehly ki tarah same chaly. forex tu world k oper depend kr rahi hoti hai agar world k halat kisi time b change ho jaien tu trend line tu change ho gy so ap news pr ziada focus karing q k ye ap ko ziada profit dati hain
              • #22 Collapse

                Assalam o alaikum bhai jan forex me jo hum trade lgaty han to us trade k up down hone per jo chart banta hy to agr us chart ki average nikalen to aik trend line kehlati hy jo hum kisi bhe pair per trade lgain to ap k samne screen per aik line show hoti hy wo hi hoti hy trend line ok bhai jan ALLAH HAFIZ
                • #23 Collapse

                  Bahi jan forex trading main apko trend line ko follow nhi krna chahiye trend line apko loss bhi de skti hai is lye trend ke mukhalif kabhi trade na krein trend ko lazmi follow krwin
                  • #24 Collapse

                    G trend line say serf ap market up down ache tarah dekh saktay hain aor us ko daekh kar ap acha profit kamsakatai hai. tend line ko samjna thoda muskal hai magar samja ajay too aap aik acha profit kama saktai hai. trend line say ap ko market kay surhat hal bi maloom ho jati hay kay market mai ap kis waqat invest karai aor kis waqat na karay
                    • #25 Collapse

                      trend line 1 tool hai jiski madad say traders forex market ko analyse krtay hai or market trend ka pta lgatay hai.Trend ki madad say trades b place ki jati hai or in trend lines ko different treeko say use b kia jata hai.Kuch traders ko trend line tool k sath fibbonacci retracement ko b use krtay hai jis say accuracy zyada ho jati hai.
                      • #26 Collapse

                        dear ap trend line ki madad se forex men seler or buyer k trend ko dekh skaty hein k market kis ki traf ja rahi hai or kis ki traf nhi, is se pa forex men trend ki power ka bhi idea laga skaty hein or apni position ko open ker sakty hein
                        • #27 Collapse

                          Tren line currency ki mivement ko show krti hai ya graph ke opar aik line se zahir ki jati ha jb currency pair line ke sath match kr jai to ye high value pe hota hai ap yaha trade kr sakte hai. ya market analysis ka acha aur taiz tareeka hai laike news ko bhi follow krain
                          • #28 Collapse

                            dear brother forex trading main trend line kisi be trade ki movement ko zaher karti hay app tren line say yeh anadaza lagat saktien hain kay trade ki ki direction hay or hum koi buy yah sell pay trading karni chaihy hum tren line say durust andaza lag kar profit ko earn kar saktain hain
                            • #29 Collapse

                              dear jaha tak mera khayal hai market ke trend ka pata nahe chalta hai kab up ho jaye or kab down ho jaye forex main ager kamiyab hona hai tu hamesha alert rahe or news se attach main rahe then ap forex per profit earn kr paye gyen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Kuch loogon ka idea hota ha k yahan ki trend line buy ki traf jaa rahi ha kuch loogon ka idea ye hota ha k market ki possition is dafa strong sell ki traf jaa rahi ha is say hamary lye idea create karna buhat mushkil ho jata ha yahan oar
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X