id card ko hath main pakar kar photo laina instaforex ki new policy lauched

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    yeh koi new policy nahe hay insta ka asal maqsad real documents ka hoona hay naa kay yeh kay woo scanned hoon ya pic take kee hoo iss say koi farak nahe perta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      dear mujhe is rule sk bary main ilm nahi hay k aisa hay ya nahi main to urdu main nic card de kar hi account verify karwaya hay or mera account verify ho giya tha agar aisa bhi hay to koi mushiil baat nahi hay ham asa bhi kar sakte hain.
      • #93 Collapse

        Assalam u alikum friend mera nhi khayal k yh koi new policy hai insta forex ki, haan yh iss liye manga jata hai jab aap k documents verification me problem aa rahi ho pictures same na show ho rahi hon to aap ko yh step lena parta hai baaki yh koi new policy nhi hai :)
        • #94 Collapse

          ye policy nahee hai jab instaforex ko confirm identity ki zaroorat hoti hia to us waqt ye photo required karte hain
          • #95 Collapse

            agar aisi koi policy ha to kia is ka lia English NIC hona zaroori nahi ha? ap ko full details dana chahian thin. agar aisa ha to ye to bohat hi achi bat ha aur aisa asani bhi ha ka ham english ka jhunjhat sa bhi bach jain ga. English NIC ka chakar ma kafi paisa lag jata han.
            • #96 Collapse

              Mujhe iss policy ke bare main bilkul nai pata ke yhe policy kia ha or kis liye hath main I.D. card pakar ke or kis tarha image / photo banani ha. or ic policy ka maksad kiya ha. abi mujhe ic ka proper knowledge nai howa.
              :o love FOREX without any condition :o
              • #97 Collapse

                bhai mein ne asa to kuch nhi suna hai kiun k mein ne jb verification ki thi account ki to urdu cnic tha mera lga dia tha approve ho gya tha second level pe me ne utility bill lga dia tha wo b approved ho gya tha bas verification me time lga tha thora zada
                • #98 Collapse

                  gee bhai jan actually muja apke baat samj nh q ke ka forex trading per new oa so kindly thora explain kr daty tu acha hota per muja ek dost na btaya tha ke insta forex ma koi new policy louch hona waly ea thank ka apna ke wja sa muja confirm ho gya ka new policy kya ea
                  • #99 Collapse

                    Sir g ye new policy kaafi waqat ki lauch hui hui hai is ka matlab ye hai kay kuch logon nay kisi kay ducoments ler kay kaam kertay hain hath may nic phaker karnay ka maqsad ye hai kay ye show hota hai kay wohi person nay ye acount chalana hai bus
                    • #100 Collapse

                      g hun jnan I'd card kp hath min pakrd kar pohto lyna ye insta gorex biznees ki aik nai policies hy is sw ESA karnein him.login ko buhat ji zyda mudjlal ho gya hy vereificashn karwana
                      • #101 Collapse

                        han scamed hoa hoga jis ke waja se yeh rules aye ke app jo hai woh apne id card ko apne hath mai pakar per front se id card ke aur apne picture le.maine bhi aise he de the apne pic.
                        • #102 Collapse

                          dear aisa nahi krna hai ap ko orignal tareky sy scan krna ho ga phir accept ho ga ye aik acha buiness hai is ko bhaut sy loog kr rahy hain ye aik rel buiness hai is ki verify bhi must hai is ko kafi mehnat sy kia jata hai
                           
                          • #103 Collapse

                            My dear friends instaforex walon ne new rule add kia ha ke jab app verification ke liye apne documents apply karin to app ko apne CNIC ki pic apne hand main rakh kar face ke sath send karni hoti ha. jis ke bad app ki verification ka process complete hota ha.
                            • #104 Collapse

                              yes yes bro ma na jitni bar bhi verify krwaya ha wo log ye bhi kehty hian k id card hath mapakr kr krin is ssa ye hota hia k aap logo kakid card agr kisis or k pass chcala jaye tu wo aap ki nam sa veofy nhi kr paye ga i like it achi policy ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                may be ho skhta hai k id card ko hum apne hath me pakar kar he authorization karty hon ho skhta hai k insta k account ki ye koi new policy ho mujhuy is ki koi information nahe hai islye me is k bary me ziada kuch nahe kahun ga me itna he janta hon

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X