Forex ki demand hum sa kiya hoti hai ya forex karnay k liye kaisa banda hona chahiyeh

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
    forex ki demand hum logo sa kiya kiya hoti hai forex kin cheezo ki requirement karta hai wo cheezein kiya hein jo aik achay trader main hona lazmi hein please share with me.
    If you are satisfied with what you are earning right at this moment then you will be able to go lot far from here. if you have greed in your mind then you will fall. That's all Forex just demands to you.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      forex ham se ye demand karti he ky forex ko karne ky leye es ky all technical analysis aor technical indicator aor trend line movement of market aor news ko dekne wala forex me kam kar skata he ye forex ki demanad he
      • #18 Collapse

        Forex ki trader say demand hoti ha kay business kay rules ko follow kia jaiey or diciplin main reh ker trade kia jaiey jab hum sab es platform say faida la rahay hain to es kay rules ko follow kertay howay trade kerni chahiya.
        • #19 Collapse

          yes dear when you creating account with instaforex so there is am option to careating a rebeat account when you make a account you will be returned the broker take 3 pips and retuened you 1.5 pip in you account as shape.
          • #20 Collapse

            sirf aur sirf talent and confidence chaye hota hai ek trader mein mujhe forex buisness sub ke liye ese wajah se suitable lagta hai ke esmein koi requirments nahe ehotee aap ese free join ker sakte hai aur earning ker sakte her koi apne talent per he kamyab hosakta hai forex buisness mein
            • #21 Collapse

              forex hum say zyada kuch nahi bus hum say thora sa wakt mangta hai yani agar hum forex ko kuch wakt denay me kamyab ho jatay hain to hame yaha pay apni life set karnay ka moka mil sakta hai.
              • #22 Collapse

                forex trading aik profitable business hi jis main ap ko achi earning ke lye acha knowledge gain kerna ho ta hi iss main ap currency ko sell ya buy ker ke achi earning asni se ker sakte ho iss lye ap ko iss business main zaroor ana cheye
                • #23 Collapse

                  Forex main kam karne ke liye is main forex ka experience ho aur is main kam ko karne ke sath sath forex main acha experience bhi ho aur is main knowledge hasil karne ke liye is ke pass education bhi ho jis ki waja se is main forex ko smajna easy ho aur is main kam ko karna jaldi se a jye .
                  • #24 Collapse

                    forex ek de,an yhe ke ka ek tarder meiin confidance hony cheny kunch karn genzera ka kund pher yeeqen hony cheny ek tarder kbhi be harn na man kund ko kamnyb bana ka liyen kunshi kart hein galtion rest pher chely karn kbhi be kamnyb hony ke kunshi na karn roles ko zareore follow karn tardeing ken ka experince be hony cheny tarder ko
                    • #25 Collapse

                      forex ki ham sy ya demand ni hoti hy ham forex me ziada pesa lagaen forex ki ham sy ya demed hy k ham forex ko sahi tarha learn karen sahi tarha learn karen gy tab forex hamen bhe faida dy ge agar forex ko ham sahi tarha learn ni karen gy to forex phir ham ko nuqsan dy ge forex ki ham sy sab sy bari demend learning hy
                      • #26 Collapse

                        bor merey khayal mien forex ki humsey demand hard work ki hai k hum harwd work ya practice k through apna profit get karen or khud ko trained kar le ek acha trader humesha trade open karne sey pehle demo account pey trade karta hai
                        • #27 Collapse

                          yehi forex ki deman bhe hai kyu k akasar log practice aur knoledge k bagheir yahan trade kar k loss uthaty hein.forex ki sab sa phli demand to ah ha kh ap ko forex main rading ka pa hona chayee kh kasi karni ha or dosra ap ko kis wkar kitni invesment karni ha.
                          • #28 Collapse

                            dosto forex online trading kernay kay liay aap kay pass forex ka knowledge hona zaroori hai us kay baad investment zaroori hai ager aap ker sktain hai to or jitni zayada aap investment kerain gay utna zayada backup mazboot hoga or aap kafi dair tak market ko apnay nagetive main berdasht ker sktay han...
                            • #29 Collapse

                              Forex ek aese bande ki damand krti he jo apne kaam se sincere ho, hard working ho aur us k pass knowledge aur skills bhi hn. jo ache se business ko run kr sky.Es k elawa time bohat matter krta he. Aesa insaan jis k pass proper time bhi ho forex ko dene k liy wohi forex k liy best he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                ASSALAM O ALEIKUM hmmm mere bhai forex to hr koi kr sakta hai koi demand nh hai forex ki lkn agr ap baat krte ho k kamyaab trader ki to us k lye sab se phele to apko forex ki proper knowledge gain krna bht zada zarori hai ,,,o r apko hard worker hona must hai ,,phir apko jald bazi se bachan zarori hai or lalach se bachna zarori hai or apne jazbaat ko control mein rakhna zarori hai or hr trade ko proper planning k sath krna agr ap mein ye chezein hain to ap ache trader ban jaoge INSHALLAH

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X