Emotion controlling rules
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    yes forex mai emotions hamare liye kafi nuqsaan day sabit hosakte hain agr ham apne emotions or greed per control kar lenge to forex mai apna naam bana sakte hain or is k liye hamari planing or experence bht zada important thing hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      sahi kah app ne emotion control kerne ke liye app ko achi planning kerchaye achi dissection se bhi app apne emotion ko contoral kersakte ho or zada se zada prctice app pe bahut acha asar dalti emotion control kerne ke liey
      • #63 Collapse

        Aslam o alikum main forex par new hon or main nay is he month say forex join kia hai or main nay bohat saray online job ki hain mgr sab say ache forex he yar jo koi bhe is kam ko karta hai us ko chaheya k wo apnay greed k emotions ko bass control karlay baki sab thek ho jahayga
         
        • #64 Collapse

          je forex mein succesful honay k liye sab se bara rules es mein ap ku apnay emtion par control karna paray ga agar es mein succesful hona chatay es mein cool mind se work karay thankful for question
          • #65 Collapse

            • #66 Collapse

              bhai mere agar ap ko apne emotions pe control karna ha to ap ko practice ziada karna pare gi. jitni ziada practice ho gi ap ko faida bi utna hi ziada ho ga.
              • #67 Collapse

                ye ap ne theek kia k ap ne is k controlling k rule bta dia kiun k forex me bht sy traders aisy han jo emotion ki waja sy marr kha jaty han,especially beginners jin ko proper guidence nai hoti aur wo phir emotion aur greed jaisi sins sy loss hasil kar lety han.
                • #68 Collapse

                  mere dost ap theek keh rahe hain is mein apko dehan say kam karna hy app ko sabr say kam karna ho ga app ko is main laluch nahi karna ho ga is main wohi log kamyb hain jo aik planning say kam kty hain or news ko follow karty hain is smain app ko jiti b ho practice karni ho gi.
                  • #69 Collapse

                    han ji ap ki baat sai hai aur main kahon ga ager ap ka emotion hona ap ko positive hi rakhta hai tu ye acha hai but forex trading ke business main aisa nahi hota hai kyoun ke wahan ap ka emotion hona ap se gulti karwata hai jis main ap ko loss hi hota hai
                    • #70 Collapse

                      yes this is true and posiible ..... humay chahye k agar hum is field may kamyab hona chahtay hay and loses say bachna chtay hay to sb say pahlay hamay apnay emotions par controll karna ana chahye ...... tbi hum is field may kamyab ho sktay hay
                      • #71 Collapse

                        g han my freind mere hisaab is business mein jtna ziada ap apne dimagh ka istemal kareingay utna hee apkay liye faida hai or ap ziada se ziada earn krsktay ho dil se sochnay se phr kaam k beech mein emotions ajatay hain jo business k liye bht khtrnaak hosktay hain
                        • #72 Collapse

                          bhai forex trading aik bauhat aacha business hai iss business main app ko trading karaty waqt lazmi chand bato ka khayal rakhna parta hai sab say important hai kay trading kay waqat app ko apnay emotions ko lazmi control karna parta hai app ka mind bilkul fresh hona bhi lazmi hai aur app kay mind main kisi qism ka koi pressure nahi hona chahiye
                          • #73 Collapse

                            Ji bilkul sahi kaha aap ne. A very good post and you gave some very helpful tips. Its very important to control your emotions while trading and taking rational decisions so behtar hota hai k aap current trade pe focus krein aur aagli trades ka na sochein
                            • #74 Collapse

                              yes dear i totally agree with you that if we want to become successful in forex trading market then we should control our emotions in forex trading because it is the main enemy in forex trading market and mostly trader go into loss due to this so if we want to become successful then we should control our emotions in forex trading
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                We should be aware about the uncertain things of Forex trading, loss in one of that things that contains uncertainty. So all traders can be know about loss during their learning time, also traders can be prepare through demo trading.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X