Emotion controlling rules

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #241 Collapse

    Meray khayal main to agar planning kr key trading ki jaye gi to yeh emotions ko kafi control main rakhey. Hum is waqt emotional hotey hain jab hamain tension honey lagti hy aur hamain ziada loss honey lagta hy. Jab aap ney aik target set kia ho ga keh itna profit lena hy aur itna loss bardasht krna hy to aap key emotions control main rahain gey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #242 Collapse

      yes apni wil power ko use kar k emotion ko control kia jaa sakta hai is main koi problem nahee honi chaye
      • #243 Collapse

        Emotion controlling k ley app k rules bahot hi useful hey esy rules ko agar har trader trading me apply kary ga to wo zaror kamyab ho ga or achi earning kar saky ga.
        • #244 Collapse

          ji gaan sahi baat hai apki k agar yeh cheezen hamary ander hain to hum zaroor kamyab ho skty hain forex trade Business main aur trading k doran emotion per control krna to sab se zaroori hai kiu k agar in per ap control nhi kren gy to apko loss ho skta hai.
          • #245 Collapse

            hamen apny emotion ko har waaqt control krna chaye q k is k bagher ham achi trade nhi kr skyt hain is liye un baton per tawajah den jin se emotion pe control ho skta hai jo k faida mand hai
            • #246 Collapse

              thankx alot ap ne bohat achi suggestion di hain hum new traders hain humy in suggesstions pe lazmi amal karna chahyea is k elawa jo old traders hain un ko bhi chahyea k woh log hum jaisy new traders ko tips dyen ta k hamary liye trading asan ho or hum easily trading kar k acha profit bana saky
              • #247 Collapse

                G bhai g apna bohat brief kiya hy is ke bare mai mai koch add kerta hon trading ke duran ya krrty time apko apni tmamam kam chor ke trading kerni chahye wsrna loose tu hy he
                • #248 Collapse

                  gee han bhia ap ne thek kaha he keh apne trading ke doran agr trader emotion ko control mein rkhta he to woh ache trade kr skta he aur emotion ko control mein rkhne ke lie jo char chezin ap ne batein hein wohe best hein un per aml jo krta he woh sahih kam kr leta he
                  • #249 Collapse

                    dear ap ko forex business mai trading k doran boht sarii cheezon ko zehnn mai rakhna hota hy tap tab he acha faida haisl kar skt eho es liye ap ko smjha hy k ye business pa ko kese aur kitna ach afaida de skt ahy soo ap ko sath sath demoaccount pe b kam karna chahiye ta k ap new cheez es pe practice kar skao aur faida hasil kar ksao...
                    • #250 Collapse

                      jnab hum jab trading main agr success hasil karni hay to humain is main emotion ko control ko use kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main success hasil karni hay to humain is main sabar say kam karna ho ga
                      • #251 Collapse

                        emotion ko kabo main kar kay kam karnay main ahumain achi earning hasil ho sakti hay agr hum aysa nai karty hain to humain trade main km profit ho ga or ziada loss ho sakta hay
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #252 Collapse

                          Forex trading mai emotion controlling ke koe rule nai hy ye apko khud ko khud per controll ker ke he hasil kiya ja sakta hy jo ek best tareka hy apna apko emotion free rakhna sai
                          • #253 Collapse

                            Pakistan forex forum ma apko bht sari tips milti hen trading ky leay forrx trading ma strategy aor planning bht important hai emtion control ma humen khud ko decision accurate len lalich aor jald bazi na kren trade ka profit ma any ka wait kren
                            • #254 Collapse

                              ji bilkul sahi kaha hy app ny humein cahyein ky hum apny emotionms ko control mein rakhey yahan par ta ky hum yahan par zaida se zaida mehnat kartey rahey tabhi app yahan par kamiyab aur ek axhey trader ban paye gy janab lehaza mehnat karey yahn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #255 Collapse

                                sir baat ya ha kay agar ham apnay emotions ko contol ma nai rakhty ha to hamay loss bhi ho sakta ha islay apko apnay emotions ko control ma rakna chahiye or apkay pas pratice honi chahiye experince hona chahiye or semo pay zaror tarde ki ho usay bhi experince milta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X