ye false break out kai hota hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ye false break out kai hota hai?
    dear jaisy kuch log kam karty hai break out strategy par k jab break out hota hai to aus par trade lagaty hai magar kai dafa ye hota h k trade lagaty hai aor market trade autha k wapis chali jati hai wo ais liay hota hai jab false break out hota hai ais liay jab bhi break out strategy par kam kary confirmation candle k baad trade lagye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bhai jan ap ki bat.bilkal thek h break out ma trading krne k liye be experience ur knowledge ki zahrorat hoti ha hume is ma hardworking k sath kam krna chaiye
    • #3 Collapse

      False breakout ko am zuban may kehte hen market na dhoka dia for example market ka channel ka trough move kar rhi ha yehni buy trend ha ur niche ki tarf channel apni line ka qareeb aya hum buy entry lelen asy he uper ki taraf channel ki line ka pass aya hum sell entry lelene ur achanak channel ko break karti ha hum samjhte hain ka channel break howa ha market ab wapis channel may nhi ayi gi ur hum entry le lete hain kuch he ganton bad market wapis channel may ajaye ur humara stop loss hit hojaye ya hota ha fasle barek out.
      • #4 Collapse

        Dear break out per kam theek hai laikin agar fibbo kay level 23 and 61 per break out trade lagai hai to ye aksar ghalat ho jati haihai kiun kay aksar is level ko break kar kay bar andar close hoti hai or aap phir bonus account per tension main hotay hain
        • #5 Collapse

          Bahi jan mere khayal mein humein news pr only trading krni chahiye aur news PR strategies ko use krna chahiye aur loss ko decrease kr ke khud lo profit mein Lana chahiye
          • #6 Collapse

            Jesy ky kisi pair main market one direction main move ker rehi ho aur woh support ya resistance ko agar break keray tou bahot zyada same direction main move kery gi lekin kabhi kabhi support ya resistance ko break kerti hai but without a small movement phir reverse ho jati hai jis main loss ky kafi chances hoty hain
            • #7 Collapse

              Bahi mein false brake PR trade bhi krna chahta mein trading mein profit hasul krny me lye bahot zaida mehnat krna chahta air trade only candle sticks pattern pr na krein
              • #8 Collapse

                Dear jaisy hum log trend line par kam karty hai aus mai ye hota hai k maret aik trend mai chal rhe hoti hai aor aus trend line ko bar bar takra k wapis aati hai to aus se hum ko ye faida hota hai k hum waha se trades lagaty hai magar kabi ye hota hai k market trend ko tor k nikalti hai aor sl hit karwa k wapis aa jati hai aus ko false break out kehty hain.
                • #9 Collapse

                  Forex trading baz dafa hum ya sunta hain ka market na false breakout kiya ha asal ma false breakout ma market just 30 to 40 pips maximum move krti ha ya trend ka oppsite hoti ha . Es sa aoka analysis per koi asar nai hota jb apko pata laga ka ya false breakout ha to ap thora dor sl laga dain.
                  • #10 Collapse

                    Yea aap sab ki baat bilkul sahi he k agar aap ne fuse out use bhi karna he to pehle to aap ko is ka complete knowledge hona chahiy ta k aap is ko use karne me confidend ho or is ko use kar k koi fayda bhi le eake. Or isi tarha dosron ko bhi btte tahe
                    • #11 Collapse

                      Assalam o alaikum bhai jan muje is k bare me itna knowledge nhe hy q k me abi new hun is forum pe pehle me ne yahan shru kia tha but jald hi yahan kam jrna chor dia tha kun k muje yahan loss ho jata tha hr bar ab dobara aya hun is forex forum prr is liay ap k sawal ka jawab nhe hy mare pass ok bhai
                      • #12 Collapse

                        Mery bhaibhai jub market retest krti hai fabbonaci retracment ky leay to usko false brakeout bhi kehty hain market ma humen analysis ky elawa stop loss bhi zaror set krna chye ta ky hum loss sy bach sken
                        Acha kaam achy daam
                        • #13 Collapse

                          jab market U turn le leti hay to us ko false break kaha jata hay, esi sorat me indicators or news se b hamy ghalat information mil jati hay jes se loss ho jata hay.
                          • #14 Collapse

                            BHAI JUB apka analysis theak ho aor market kahen aor move kr rahi ho to isko hum false brakeout kahen gy keun ka market ma bhi expert are sitting they also find profit every time they move market where market got huge but traders and investors expecting other thing so stoploss must be used
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex main jab hm technical analysis kerty hain to pher us main kafi setup banty hain jes main false break out hota hai mean aik level market break kerti hai our pher dobara wapes us pattern main aa jati hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X