1 hi indicator ko follow karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    main app ki baat say dost agree kerta hoon ager forex main hum aik he indicator ko follow kerty hian to pher humery leay acha ho ga koin k easa kerna say hum acha profit earn ker sagty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading Mei indicator ki apni ek khash jagah Hoti Hai bohat sare trader indicator follow karke trading karte hai karna pasand karte hai par hame ek ya do Tim indicator Ko hi dekhna chahiye observe karna chahiye jitne indicator Ko observe karenge itni hi jaayda confusion badega sabhi indicator Mei ek dusre se kuch diffrence to hoga hi sabhi Ko observe karke ek conbine signal nhi pas sakte naa bana sakte hai indicator ke sath trading karna aasan bhi hai aur Mushkil bhi hai ek do Ko ache trah se dekhe trend ka pata lagaaye photo trading put kar de par in sab ke bich news reading aur technical analysis price chart historical data Ko bhi analysis kar le
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
        main app ki baat say dost agree kerta hoon ager forex main hum aik he indicator ko follow kerty hian to pher humery leay acha ho ga koin k easa kerna say hum acha profit earn ker sagty hain
        ge han bhai hmein apne trading mein jo indicators die jate hein un ko smjh kr trading krne se boht faida hmein apne trading mein hota he aur hm indicators ke mdd se apne market ke strong signals ko smjh skte hien aur hmein apne trading mein ache experience se kam krna hota he aur hm apne forex trading mein ache practice se apne trading se acha profit hasil krte hien
        • #19 Collapse

          hr indicator apni technique follow krta hai.so agr ap market main koi 1 khass indicator use kr rhy ho to ap khas toar pe us ko achay se samj sakty ho or phr dekh sakty ho k kesy market main us ki movement show hoti hai.demo account to bht must hai Q k us main he hmy samj ati hai k koi indicator kesy use krna hai.
          • #20 Collapse

            mjhy agar sab kch lay liya jaye aur just moving average de jaye to mn asani say monthly 70-80 hzar kama skta hn forex say - secret yeh hay k 5 and 8 ka Simple Moving Average use kr k - ya koi apni strategie k mutabiq
            • #21 Collapse

              Yes dear friend aap nay sahi kaha hamay aik he indicator par yaqeen nahi karna chahiye,platforum main hamary pas kafi achy indicators hoty hai un sab ko laga kay dekhna chahiye or agar sab he indicators aik he trend batye to us par lot laga dani chahiye.
              • #22 Collapse

                G brother ye bat ap nai bilkul tek ki hai lakin qesmat kabi kabi milta hai aor hamai chahay kah patience ka muzahira karai aor jab bhi do say teen indicators same indications banai tu hamai chahay keh phir apnay bonus account per achi lot open karai tu profit hojai ga.
                • #23 Collapse

                  Mere khyal say to dear zyada indicators use krna apnay apko zyada puzzle krna hota hai isi liye koshish krni chahiye k sirf un indicators ko use krna chahiye jinki apko zroorat ho or jinsay signals ko diagnose krnay mai madad milti ho.indicators trading mai kafi helful sabit hotay hai lakin kbi b 100% in indicators pay depend ho kr trading nhi krni chahiye blkay apni technical analyses ko b use krna chahiye.
                  • #24 Collapse

                    sir ap ki bat bilkul thik hia k apko aik hi indicators per kam kerna chiaye mager dear ap ager 2 ya 4 indicators ko aik sath use kerien gay tu apko zada acha result mil skata hai or ap ko zada acha entry point mil sakti hai or signal ki confirmation ho sakti hain
                    • #25 Collapse

                      g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun terminal main boht indicators hoty hain or jaha se bhe signal mile osy miss na kren or new se touch main rahe kyn ke market kab up ho ya kab down ye pata lagana thora tough ho sakta hai
                      • #26 Collapse

                        g apki bat thk hai ye quick learning ka asan tarika hai a ap aik hi indicator se sara analysis kr lain magar jb bhi apko moqa mily new indicators ke bary lazmi seekhain es se ap jald hi experice hasil kr sakte hain
                        • #27 Collapse

                          Mene boht indicators or robots use kiye mere khayal me trend is friend agr ap trend ko smj gaye to apko kisi cheaz ki zrurat nhi paregi or agr ap indicators b use krte hen to koshish kren wo kren jo apko clear trend de na k ap boht sary indicators ko use kr k pagal hojaengy or apko kuch smj b nhi aegi to acha hy k b pivot indicator use kren
                          • #28 Collapse

                            Meey dosto forex trading aik bht he risky aor complicated business market hai yeh online hai aor pori dunia ma trading ho rahi hoti hai is leay mera apko yeh secret mashvra hai ky multi indicators ka use krna sekhen aik he indicator ko use krna har dafa kmyab nhi hota
                            • #29 Collapse

                              Ye to sb say achi bat ki hai kay hamain hamesha aik he indicator ko follow karna chiay us hisab say jo bhi trades milain un per ghor karain or phir un per trades lagain inshallah hamara account grow karay ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                G han successful trading ky liay zaruri hai ky ap aik hi indicator ko follow ker ky apni trading ko continue kera8n bar bar indicators ko agar ap change ker ky follow kerna shuru ker dain gy tou apko experience nehi ho paey ga agar aik indicator sy apko profit mil raha hai tou same ko hi follow ker ky trading continue rakhain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X