Qualification requirements
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
    Bhai forex main education matter karty hai lekn itne bhe nahe agar ap ko koe ustad mil jae nahe to bohat mushkil hai sub information english main mile ge aur ap ko samjhna mushkil ho ga
    ge han bhai hmein apne trading mein successful hone ke lie learning ache krne he aur es mein hr koi join kr skta he jo forex trading ke business ke sub information ko ache trah se smjh skta ho aur forex trading mushkl nhe he agr trader es mein acha wqt de aur forex trading ke business ko learn kre to jlde successful ho skta he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Nai is bisness my ap ko join kr y k liya koinqualification ki zarorat nai hoti hy ap bina qualification k bhi is my trading kr sgty hy our ya sab sy aacha binsess hy is ny ya hi sab sy bra fiad ahy k ham ko qualification ki koinzqorrat hi nai hoti hyb
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #33 Collapse

        Forex trading business mein buht ziada education ki zaroorat nhi hoti forex trading business ko kam education waly log bhi kar saktay han aur forex trading ko karne k liye ap ko English ka aana zaroori hy tab ap forex trading business ko samjh saktay han aur market ko samjh saktay han aur forex trading business mein profit earn Kar saktay han
        • #34 Collapse

          Bhai forex market main kam krny k liye kum qualificatiob b kafi hai laikin apko forex main kam krny ka knowledge kafi hona chaye ye ziada zroori hai
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #35 Collapse

            forex business main qualifications ki zaroorat nahi ha han ye lazmi hai ke ap itne educated hone chahiye ke ap forex ko
            asani se samajh saken aur ap ki learning aur english achi ho tab hi ap is main knowledge hasil kar sakte hain.
            • #36 Collapse

              dear forex mein koi itna khas qualifcation ki zarorat nahi ha q k forex mein ap bas market ko read kr sako or dkah sako k kesy trading hoti ha is liye i think is mein min 8th class parha ho wo is mein bhe achi earning kr sakta ha
              • #37 Collapse

                Qualification to Koi requirement nahi hai Forex trading Main Agar requirement Hai To wo hai yahan par kaam karne ke experience ki Jab aapke paas experience hoga tab Aap Yahan Par sahi tarah se kaam kar sakte hai Agar aapke paas achi qualification Ho Magar aap ke paas experience Na Ho aap yahan se profit nahi bana sakte note banane ke liye experience Ka Hona bahut important hai
                • #38 Collapse

                  bahi ya haer ak banada kaer sakta hi as ma umer awor koi b qualification nai mangi hi as kay lay ap ko cahyea ap ak acahy awor sikhnay waly insan hu awor as kai video dakh kay ap ko as kam ki samj lag jay may dear friend ma yanh new ho ager koi galt bat kahi to ap yanh post kar day
                  • #39 Collapse

                    Forex trading aik online business hai isky leay apko english prhni ati ho aor apko computer chlana ata ho bs kafi hai baki ap forum py aa ky sub kch sekh jaty hain forex trading ma all knowledge aor information hnen forum sy mil jati hai dear friendz
                    • #40 Collapse

                      Dear forex trading mn ap ko bht zyada qualification ki zaroorat ni.aik aam normal matric pass b is ko samjh sakta ha r is mn money earn kar sakta ha.is mn normal english hoti ha jo k matric pass samjh sakta ha is lye agr ap normal parhy likhy hn to don,t worry.
                      • #41 Collapse

                        Forex trading business ko karne k liye Koi khakhass qualifications ki zarooat nhi hoti hy aur forex trading business ko karne k liye educated hona zaroori nhi hy ap ko bas English ki samjh ho aur English ko samjh saktay ho tu ap forex trading business ko kar saktay han kiok forex trading business ko karne k liye learning ki zarooat hoti hy aur is k liye ap ko demo account par practice kar k learning hasil kar saktay hy
                        • #42 Collapse

                          Acha question hay ap ka forex trading aik aesa business hay jis may humay is business ko karny ka expirianc hona cahiay humari qualification metar nai karti agar hum tradin k mutajul achi knowledge rakhte hay aur market ko samjhte hay tou hum ache trader ban sakte hay
                          • #43 Collapse

                            forex me kabhi bhi education degree matter nahi karti hai market ke analysis kamal ke hon or market ki trading ke bare me aap ki knowledge or logon se communicate karne ki skills achi hon chart analysis ache hon or aap passionate hard worker hon to is se best koi baat nahi hoti hai bas aap samajhdar or achi knowledge or normal parhy likhy hon ge tab bhi aap kaam kar sakty hain forex market me .
                            Kindly Click On "THANKS" ​ Button ... :o
                            • #44 Collapse

                              yes bahi you are right as kay lia ham ko kasi kasm ki qulifcation ki zarorat ni hi bas as kay lia hamra thora sa time awr mahnat karna lazmi hi pahir ap yanh ak acha profit hasil kar skaty hu ager ap as par mahnat nai karty hu pahir ap ko loss ka cahnce huna lazmi hi as lai ap ko chayea ka demo account bana kay as par pahly achay sa mahnat kary
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                AOA Bhai ma AP ki bath sy agree ho ky trading ky leya kisi bi kism ki qualifications ki zarort nhi hoti bkl trading ma experience ki zarort hoti ha
                                Removed by Moderator.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X