RSI divergence kia hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI divergence kia hy
    Meray bhae main app ko aik strategy btanay ja raha hoon jes ko RSI divergence khet hain mean jab bhe Price high bnaey our RSI indicator na bnaey to us ko sell kia ja sagta hy jes bhe piar main easi condition ban rahe hoon ya price lower low bnaey our currency piar ki value loeer low na bna rahe ho to us ko buy ker k acha profit bna sagty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mujh tou bus es kay bary mai ya maloom hai k RSI ak bohat acha indicator hai. es ko hum apply kr kay up aur dowwn ki madad say market mai regular earning bhe hasil kr sakty hai.
    • #3 Collapse

      dear ap ki ye strategy study ki hai aor achi ag rahe hai magar jab tak mai ais ko demo par check ni kar leta tab tak mai ais ko real account par ni lagao ga kun k jo bhi strategy ho aus ko phly demo par try kar lena chaye ta k aus ka result pata lag saky.
      • #4 Collapse

        Shukria bhai jan agar apko aesa koi bhi acha trading ka experience ho tou apko other traders ky sath share kerna chahiay taky jo traders forex market main trade ker ky sirf loss hi kerty hain unka bhi kuch faida ho saky tou main bhi next time apki technique ko use kerun ga taky loss ka risk kam sy kam ho saky
        • #5 Collapse

          App ny humery sath ache srrategy share ki hy ager us main us k mutabik hum trade karean to aik strong analysis k sath hum acha profit earn ker sagty hain last day Gold main h4 time frame main RSI divergence k oper wo sell hoa hy
          • #6 Collapse

            A han dear thora sa correction chaiay aap rsi divergence nahi aap market divergence daikh ray ho. Rsi lower low na bnay aik up ward divergence day. Or market lower low day to tab zada acha buy signal bnay ga
            • #7 Collapse

              Bahi mein RSI ko nhi use krta is ki koi knowledge mere pass nhi hai mein khud ki trading krta hub air acha profit hasul krta hun is lye mein news ko follow krta hun
              • #8 Collapse

                Bhai jan agar apko aisa koi bhi acha trading ka experience ho tu apko other traders kay sath share kerna chahiy takeh jo traders forex market mai trade ker kay sirf loss hi kerty hai unka bhi kuch faida ho sakay tu mai bhi next time apki technique ko use kerunga takeh loss ka risk kam say kam ho aor profit zayada ho
                • #9 Collapse

                  Mery bhai RSI divergance ka mtlb hai rsi jub bhi apny 30 ya 70 level ko ross krta hai to market ik dfa phr divergence marti hai trend tabdeel krti hai aor retracment leti hai isko he divergence kehty hain further hidden bullish aor bearish divergence bhi hoti hain.
                  Acha kaam achy daam
                  • #10 Collapse

                    Rsi mean forex trading main relative strength index har bnday ki apni strategy hoti hai jitna zada complex karain gay utna zada aap ko samjhnay main masla ho ga so hamain chiay kay strategy pakar lain or jis jis pair per trades milti hain laga daini chiay
                    • #11 Collapse

                      Thanks bahi jaan ap nay aik achhi startegy ko sahre kia agarkisi ko be koi bi experience hay agar wo dusru say share karay tu nay sirf us kay knowladge main azafa hota hay bulkay or ko be new new information kay baray main apta chalta jis say wo used kar kay aik achhi trading kar kay profit ko earn kar saktien hain or new trader senior kay tajrbay say sekh kar acha trader be ban saktien hain
                      • #12 Collapse

                        Jab ham kisi bhi pair main trade open kerny ky liay same pair ka market chart open kerty hain tou same chart main two different types ky indicators show hoty hain jin main neechy wala RSI indicator hota hai jis sy ham help ly ker successful trade ker sakty hain so divergance ka mean hota hai retrace lena jo same indicator main show ho jata hai
                        • #13 Collapse

                          Assalam o alaikum bhai jan muje apki post bht achi lgi hy q k apki post bht hi knowledgfull hy or logon ko is se kafi knowledge hasil ho ga muje Bhe is se pehle is k bare me knowledge nhe tha per ap ki post se muje bhe knowledge hasil hua is liay thanks
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            G bahi ye waqae bohat he working strategy hai lekn kabhe kabhe yeh divergence bohat zayada ho sakty hai ap hamesha money managment ke sath trade karen

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X