news py spikes ko capture krna.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Forex trading business mein jab bhi Koi bari news aati hy tu market ki movement buht fast hoti hy aur js ko new trader samjh nhi saktay aur market ki movement kiok buht fast hoti hy aur hum ko news ki samjh aur knewledge na ho tu news par trading Karne se loss bhi ho sakta hy is liye new trader ko tu news par trading karni hi nhi cahaiye aur jo experience trader han wo news ko samjh kar trading karain aur stop loss aur take profit lazmi use karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Agar ham news per trade kerain tou zaruri hai ky news time per spike ko capture ker sakain so iska aik tareeqa yeah bhi hai ky agar ham news time per both direction main kuch pips per pending order laga dain tou same time main market jis taraf ko bhi move kery gi tou profit dy ker jaey gi
      • #18 Collapse

        Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se apne bilkul sahi kaha hy or mr bilkul apki bat k sath agree krta hun kun k stop loss or take profit dono bht zaruri hoty han q k online buisness me kb market up chali jaey or kb down chali koi pta nhe chalta is liay me to yehi kahun ga k sb log tp or sl zarur lagain
        • #19 Collapse

          Bhai main iss ka mashwara kabhe nahe doon ga yeh bohat risky business hai spikes ko chase karna ya economic news ko just spike py trade karna
          • #20 Collapse

            bahut Sare log news Kitab se kaam kar ke yahan se bahut zyada aur achi wali income generate kar rahe hai aur Apna capital Delhi bed par increase kar rahe hai yeh ek acchi planning hai kis Se fayda Aasan ho sakta hai
            • #21 Collapse

              jee bhai man jb news any wali hoti hai high quality ki to man 2 panding order lgata hon buy stop ka Jhan market hoti hai whan sy thoda oper and ak sell stop ka lgata hon market ki working sy thoda down jb news ati hai to market jis traf bhi jay o's traf ka lga hwa panding order active ho jata hai or mujy profit mil jata hai
              • #22 Collapse

                yes news time main pending orders k zarie se trade kar k ham acha profit hasil kar sakte hain aap ne sahi kaha k sl aor take profit laazmi use karna chaye taa k loss ki soorat main ziada loss naa ho aor profit ho raha ho to wo lock ho jaae warna aisa bhi hota hai market favour main jaa kar phir se against chali jaati hai aor news time main to ye hota hi hai
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
                  Bhai main iss ka mashwara kabhe nahe doon ga yeh bohat risky business hai spikes ko chase karna ya economic news ko just spike py trade karna
                  ge han bhai hmein news ko watch krna lazme hota he aur hm apne trading mein risky na trade krein market ko ache trah se smjhen aur market ke sb chezon ko ache trah se mange krein aur apne trading mein good planing krein aur market ke updated news ko lazme watch krein phr trading mein ache earning hote he
                  • #24 Collapse

                    G bro ye to thek ha or main ny tou kei bar same stretigy ko use kia hai tou aik taraf stop loss ko touch ker ky market reverse order main move kerna shuru ker deti hai aur dobara trade open ho jati hai is lye ap be carefull rahy
                    • #25 Collapse

                      News aik bhot he achi or usefull chez hai lakrn os ki treading mai osi waqt faida ho sakta hai jb hmy propar khowlage ho jo to hmy es chez k bary mai mukamal khowlage nai ho ga profit hasil karna bhot mushkil hai.
                      • #26 Collapse

                        news aik aisi cheez hai k agar aap ko is ka p atta chal jaye to aap loss say bach saktay hain or is k sath aap is ka behter use kar k is say ziada profit kama saktay hain is liay humain news ko ziada importance daini chahiye
                        • #27 Collapse

                          app ki baat theek hai k news trading k doraan us main gap atay hain to un say bachnay k leay app pending oders k sath market main trade us pair main lagian gay to phr ap ko acha profit ho ga
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            News ki base par spikes ko capture karna Koi Aasan kaam nahi hai agar aap Forex mein accha kaam karna chahte hain toh aapko fundamental analysis bhi karna padega fundamental analysis se aap news ki baseband trading kar sakte hai agar Apke Pas fundamental analysis Nahi Hai To aap news ko Bass pasand nahi kar sakte nahi Forex Mein earning ho sake gi

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X