Trading ki news ko fallow krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ki news ko fallow krna
    Bhai jan agr hume trading ma acha profit ur achi tra trading krni ha tu hume sab se phaly new ko fallow krna chaiye is ma investing.com se hume hr new ki information mil jati ha ur be bohat se website hein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear ap ki bat thik hai magar news trading k liay bandy ko news ka thora bahot experince chaye aor ais k sath sath ais mai risk bhi kafi zayda hota hai agar hum normal trading karty hai to wo aor hisab hota hai news mai profit aor loss zayda hota hai.
    • #3 Collapse

      Yes dear main khud news ko follow karta hun or investing. Com per achi news hoti hain ya currency news trading per un ko follow karta hun or phir trading karta hun in news kay hisab say trading kar laita hun. Or kam waqat main kafi zada profit able hoti hain ye news
      • #4 Collapse

        Yes dear ma ap ki bat se agree krta hum hume is ma new ko fallow krna chaiye is ma knowledge ur experience k sath kam krna chaiye ye hamre liye important ha investing.com hamre liye new ko fallow krne k liye achi web ha
        • #5 Collapse

          Bhai jub bhi economic calender start hota hai forex trading news ko currency ky hisab hai forex trading krni chye forex market ka trend find krny ky leay apko indicators aor technical ka sahara lena chye. Ta ky acha profit ho.
          • #6 Collapse

            Bahi Jan news aik trading mein important part hai humein news pr hi nhi blke humein chart aur candle sticks patterns ko NHI follow krna chahiye aghr him profit hasul hai tu mehnat krni chahiye
            • #7 Collapse

              Calendar ky mutabiq apko news to pehly sy pta chal jati hai uski important hon ka bhi apko andaza hot hain forex trading ma market ki update hona bht zarori hai forex trading ma.january aor December bht dangrous hot hai trading ky leay.
              Acha kaam achy daam
              • #8 Collapse

                Ap ne achhi thread open ki hai forex main kamyab honay k liye basic point 2 hi hain aik knowledge or doosra experience in hi dono basis k point per hum kamyab hotay hain or trading karnay k liye ap ko news read krnay ka experience hona chahiye or news ko follow karnay ki knowledge bhi honi chahiye tab hi hum profit gain kr sakain gay
                • #9 Collapse

                  g han forex news ko follow karny se app ko ye idea to mil jata hay k aaj market bullish ho gi ya bearish ho gi, es se app ko buy ya sell k orders lagany me bahot asani ho gi.
                  • #10 Collapse

                    But meray dost news ka effect us khas day main hota hy ager humery pass technical analekerny ka knowledge our experience hain to pher hum kisi bhe time market main enter ho sagty hain our profit ker sagty hain news k oper to trade kisi khas time main he ker sagty hsin
                    • #11 Collapse

                      yes dear app ki bat thek hai news trading bht he profit daiti hai mger is k leay app k acha knowlge hona boht he zrori hai phir he app news ki chall ko samj kar iss mai success ho sakty hain aur loss say bach sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        Forex market mai trade krnay ky lye hum ko news ko bhe follow krna hai kyu k news ki bohat zada important hai hum news ki madad say forexmarket mai zada aur regular earning hasil kr sakty hai.
                        • #13 Collapse

                          Bhai sirf news ko follow ker ky trade kerny sy apko profit nehi ho sakta apko apni trading ky liay news ko observed ker ky pehly achi terha analysis kerna hongy tab ap jo bhi prediction kerain gy tou apki same trade main apko profit hasil hony ky chances bhi increase ho jaty hain
                          • #14 Collapse

                            Forex jis par hum trading kartay hain.ya news hi say market up ya dn huti hain.es liya hum ko es may kamyab hunay k liya news k baray may study karnay ki zarort huti hain.news say hum ko pata a hain k market ab kis taraf jah sakti hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bahi Jan forex trading mein trading mein trading news ko follow krna bahot ui zarori hai trading news ko lazmi follow krein taqe acha profit apko ho saky aur greed ko hamesha avoid krein trade long krein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X