trading and hunting both things?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    trading and hunting both same hi hen almost, dono impt cheezein hen forex trading business mai hm logon ko sahi moqe par iinvest karna hota hai ziada profit kai liye intizaar karna hota analy jis ki sourat main hmen faida hta hem sbar ka phal metha hta he...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      forex me aapko trade hi karna hai kabhi aapk huntiong nahi karna hai aapko jitana bhi earn karna hai aap forex mese kar ksata hai aapko hunt nahi karna hai usse aapk okabhi success nahimilta hai aapkosahitarah se trade karna oga to hi apko earn milta hai agar aap aisa nahi karta hai to aapko earn nahi milta hai
      • #93 Collapse

        gee han. agar hum forex trading ko hunting key sath compare karein to yeh dono takriban same hi hain. humein apna trap set karna parta hai aur phir agar shikaar hamaray trap main aa jaye to humein profit ho jata hai warna loss.
        • #94 Collapse

          nai janab same kaha se ho gye hain yeh dono bohat alag alag hain and trading main hum trade karty hain yani buy and sell karty hain and hunting main hum shekar karty hain phir kaha se yeh same ho gaye..
          • #95 Collapse

            bilkul brother trading aur hunting me koi farq nahi he, aik shikari apne shikar ke leye wait karta he jab shikar ata he to attack karta he, same usi traha forex business me jab tak trader ki analysis confirm na ho tab tak trade enter nahi karni chahiye...
            • #96 Collapse

              yes ap ke bate kafe hade take thike ha is ke lye ap ke pass acha trading ka systme hona chaye is me agre hunting kare ge to wo be kafe thike systme ha trading kelye
              • #97 Collapse

                ye baat sach he k bhai jan humain is main sabar k sath trade krni chahiye lakin is main humain aghr earning krni he to humain is main risk to lena hi hota he wo alag baat he k humain is main profit hota he ya loss hota he. is main aghr humain loss ho b jata he to bht sary loog ayse b hain jo k is main loss ko cover kr lety hain
                • #98 Collapse

                  jee han tori boht chezen hunting or forex trading ki milti julti hen hamko market me bhe aese time or entry ka wait krna hota he jab ham tarde karte hen toh achi pips gain ho skati hen is lie market ko samjne se hi kamyaabi hamare pass aati he or jab bar bar time den ge toh woh points asaani se hamko mile rahen ge
                  • #99 Collapse

                    HAhahhaahha huntig gud yar
                    yahan hamey lot lagtey wqt news pr nazar rakhni chahye and markeet ki trend ka lazmi pata hona chahye phr trade lagani chahye.
                    • #100 Collapse

                      gee nahee aisa bilkul nahe hay trading say profit leena aik art hay or hunt kerna aik fun iss liyea forex trading or hunting doonoo main farak saaf hay..
                      • #101 Collapse

                        yes dear ap signal ko hunting kh sktay hai Q k jb hmay trade place krnay k liye koi signal mil jata hai to hum usi signal ko dekhtay huway hi trade place krtay hai or wohi point hota hai jha hum trade kr k profit b earn kr sktay hai.forex trading ko smjtay huway or complete patience k sath krna hi better rhta hai.
                        https://t.me/pump_upp
                        • #102 Collapse

                          yes friend mare khyal main to ap theek hi kehtay hain k trading and hunting dono aik jasi things hain jis trah se shakar ka wait kia jata hai isi trah se humain market k up down hone ka wait kerna perta hai.
                          • #103 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: asadtheone پيغام ديکھيے
                            mere khayal sa trading and hunting dono aik he cheezein hein forex trading main hum logo ko sahi moqay per apna shikar karna hota hai profit kai liye wait karna hota analysis ki sourat main aap kiya kahey gai is baray main?
                            Ye baat kisi hadtk thek hai k tradin or hunting ak hi cheez hai,,trading main bhi hmain ache time ka wait krna prta hai,,forex main loss se kbhi pareshan nae hona chahiye,,forex main bhi hm ak ache time ka wait krte hai k kb wo time ay or hm apna profit earn kren,,forex main kamyabi ap ko hardwork or smart work k zarye hi mile gi shikar usi waqt ap kr skte hain jb ap ki tayari achi ho...
                            • #104 Collapse

                              g bahi ap kuch had tak in do cheezon ko mila sakte hain , kiunke unting mein bhi apko ek ache waqt ka wait karna hota hai aur phir sahi waqt ane pe tayyar reh kar nishana lagana hota hai jo phir theek hi lagta hai agar apne saare rules ko follow kiya ho to,is liye ap forex ko hunting se similarity desakte hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                When I came to this site to learn about his observation, I Forex market trading came to see how I could improve the knowledge and skills, very accurate. I have not been helpful in navigating through the site will not tell. It has been effective. But the people who come here to deceive others, you have to be careful.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X