trading and hunting both things?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    is main boht say log kam karty hin magr humain hard work kar kayk am karna ho ga is main huamin leraning kanri ho gi kun kay humin trade main hard work kar kay kam karna ho ga
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      forex trading ek bohat behtreen bsuiness hai is mien apko chahiye ke ap isko deeply seekhen iski bharpoor practice karenge agar ap tb hi is mien ap kamiyab honge.
      • #153 Collapse

        I think keh trading ko hunting nahi kehna chaheye. yeh aik business hy aur is main profit lenay key leye hard work krna parta hy. Planning buhat zarori cheez hy aur is key baghair aap acha profit achieve nahi kar saktey. Aik goal set kr key us key mutabiq kam karain gey to success hasil krney main asani ho gi.
        • #154 Collapse

          g han forex trading me profit ki hunting hoti hay magar forex me app apny expernice or knowledge ko use kar hi profit kama sakty ho without expernice k app es business me koch b hasil nahi kar sakty
          • #155 Collapse

            trading or hunting du elhda chizain hain. trading forex ka aik popular business hai ju k tijarat hai. or hunting ka trading say koi match nae hai. trade analysis or assessment say open ki jati hai.
            • #156 Collapse

              Bhai g ye donu he differant thing hy kun ke hunting sai ap sirf shikar hota hy or uski bad rha trading tu wo hum forex ke bare mai knowledge ko hasil ker ke he la sakty hy
              • #157 Collapse

                Bhai trading aik online bussiness hai is ma hamen trading ka complete knowldge discipline aor information hasil kren demo account bnain zeyada sy zeyada practice kren keun ky demo just like real practice hai confidence gain hota hai demo account sy
                • #158 Collapse

                  I think there is a slight difference in forex trading and hunting ky agar apki luck favour kery tou ap forex main with absent mind trade open ker ky earning ker sakty hain but ap with luck closed eyes ky sath hunting nehi ker sakty but in some manner you can say that both have the similarity
                  • #159 Collapse

                    trading main agr success hasil karni hay to hhumain hard work kar kay kam karan ho ga jis say humain achi earning hasil ho sakti hay magr humain is main hunting type kam karna ho ga
                    • #160 Collapse

                      mujhe to trading ka pata hai ye hunting kia hai is ka mujhe pata nahee hai trading agar ham ko samajh main aa jaae to ham is se bohat faida utha sakte hain aor apni life ko change kar sakte hain
                      • #161 Collapse

                        G sahee kaha ap ny k hamain moqa daikh kar apni trade lagani hoti hy aur agar ham moqa ki munasbt sy trading karain gy to ham forx sy bahut ziada profit earn kar lain gy aur loss sy Bach pain gy
                        • #162 Collapse

                          Yes dear ap ki bat thek ha trading ur hunting ma koi farq nai ha agr hume trading hunting krne ho tu hum chup k krte hen ye hamre liye best business ha hum is ma bohat kuch kma sakte hen hume is ma kn ir experience ki zahrorat hoti ha
                          • #163 Collapse

                            Mery bhai ma bhi apki bat sy agree kron ga forex ma hnting mtlb strategies ka istemal krna hai forex aik online perfect lkn risky business hai forex ma market ka analysis emotionally control aor laloch sy bachna bht zaroei hai.
                            Acha kaam achy daam
                            • #164 Collapse

                              is main hamain jesy hunting karty hain k boht hi mind ko fresh kar k hi aur analyse kar k hi shikar karty hain is main bi market main anlyse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur profit hasil kar skay gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Trading and hunting are approx same but yar daikho kabi kabi situation aisi hoti hay aap ko 5 ya 6 dollar ki fluctuations dhikha kar mind kar kahani ulat ho jati hai aap ki trades ki saamj to aa ri hai na mean emotional control na honay per ham loss main sell kar daitay hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X