trailing stop loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    mare khal ma jb aap k pass invest kam ho our kaam ma kamyab chaho to aap ko is ma stop loss ko usd kirna ho gay jiss sa hum loss sa bcha jata hay is kaam ma ak bat ka khal rkhna bhad zaroore hay wo ya hay k aap jb terdning kir rha ho to lalach na kiro our aram sa terd lgao tak porfit earn kir skao
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      sir baat ya ha kay forex ma main ches ha stop loss qk agar ham stop loss lagaty ha to hamry liye bhi best hota ha qk agar ham kahi bhar jati ha or ham tarde laga dety ha to sath ma hi hamay stop loss lagana chahiye qk us stop loss say apko bhot faida hota ha jis say apko ziada loss honay say bhi bach sakta ha
      • #123 Collapse

        Trailing stop loss, stop loss ki aik qisam ha jis ko use kartay huay aik trader ko maximum profit earn karnay ka moqa milta ha. Typical stop loss mein agar market reverse ho to trader kay opening point tak bhi trade aa sakti ha, ya us se bhi agay ja kay trader ko loss ho sakta ha lekin trailing stop loss mein stop loss modify hota rehta ha aur jesay hi market reverse hoti ha to trailing stop loss par trade close ho jati ha aur trader ko acha profit hasil hota ha.
        • #124 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: king51 پيغام ديکھيے
          A trailing stop is a dynamic stop order that follows price in order to lock in profits. A trailing stop incrementally increases in a long trade, following price as it climbs higher. In a short trade, a trailing stop decreases as it follows price downward. Traders must define the magnitude of the trailing stop, either as a percentage or a dollar amount, defining the distance between the current price and the trailing stop level. The tighter the trailing stop, the more closely it will follow price. Conversely, a wide trailing stop will give the trade more room as it will be further from price.
          Bhutan Forex forum Pakistan mein maujood traders ke liye hai isliye mai aap se request karta hoon ki aap Jab Bhi post kare to Urdu mein posts Kiya guy is se Tamam logo ko aapki post ki samajh Aayegi Mujhe aapki post ki samajh nahi aayi
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #125 Collapse

            Gee Bhai ap ny bilkul thik kaha hai forex trading stop loss bahut ziada zaruri hai in ap trade lagty hain tu zaruri hai k ap stop loss lazmi lagain as mn trader ko bahut ziada loss ya account k wash honey k chance bahut kam rah jaty hain q k jb Markt jb bahut ziada up ya down hoti hai ya koi news at I hai tu bahut ziada market tab up ya down ho jati haihai as liay stop loss Laguna bahut aham hai
            • #126 Collapse

              forex trdaing main jub hum stop loss ko use karty hain oska bhi aik benifit hota hai hum apni trading main jo stop loss hota hai osko hum es liye set karty hain k hmain zeyda loss na ho or hum kam loss ko bardasht karen
              • #127 Collapse

                Haan bhai yeh toh sahi baat hai ok practice karte rehna chahiye jitne practice Hogi Itna experience Jyada hoga aur profit Bhi Jyada hone ke chance hai
                • #128 Collapse

                  is main hum ksii bi majbori k tht is trailling stop loss ko use kar sakty hain so hamain is main ak dam loss bi ho sakta hai so hamain is k bary main palne kar k hi trade karni ho gi aur is ko jab hum lgaty hain tou hamain ye market main apny profit ko cover kar leti hai is main loss bi ho sakta hai aur profit bi ho sakta hai
                  • #129 Collapse

                    Assalam o alikum dear friend me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot acha sawal kia hy dear forex k buisness men humare liye stop loss aur take profit k tool ko bohat zyada importance hasel hen aur is k zariye sy ham loss sy zyda sy zyada bach sakte hen aur humen acha trend mil sakta ha
                    • #130 Collapse

                      market main stop loss ko use kar k hi hum loss sya bach sakty hain aur market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum achi trade karein gay aur market main anlasye kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain is forex main greed ko avoid karny main bi koi mushkil na ho saky gi it is good job for all
                      • #131 Collapse

                        G ap tk kehty ha ky hm sb ko is trader banany ky leay is ko tk achi post banany js sy hm profits hta ha is my k6 log to loss hony ki was sy stop ho jaty ha or kch to stop loss nibhoty wo krty he rahy ha post zada sy zada is leay krty ha ky ous km sy bonus be a6a miltha ha
                        • #132 Collapse

                          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum trading ma stop loss ka option use karna hoga q ka ager hum stop loss ka option use karta ha to per hum ko ak limit ma loss hota ha laken ager hum stop loss ka option use nhi karta ha to per hum ko unlimited loss ho sakta ha...............
                          • #133 Collapse

                            stop loss ko use kar k hi hum loss sya bach sakty hain aur hamain is k baryy main planing kar k hi hum achi trade lga sakty hain aur market main analyse karein gay tab hi hum run karein gay aur market main emotion ko kabo main rakh k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is say faida ho saky ga
                            • #134 Collapse

                              hamain stop loss ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi um run karein gay aur is forex main stop loss ko use kar k hi hum is forex main loss ko kafi had tak cover kar sakty hain aur hamain market main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main earning ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                is main loss say bachny k liye learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur rules ko follow karein gay tab hi hum sucess hon gay aur mind ko fresh kar k hi hum sucess hon gay aur is forex main greed ko avoid kar k hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is sayy faiada ho saky ga it is best job

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X