Forex Trading Ka Nasha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes dear brother forex trading ka nasha jis ko aik bar lag jaye tu phir who profit hi profit hasul ktta hai is lye forex trading mein mehnat krni chahiye aur zaida se zauda eran krna cahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Forex trading ka nasha bahot hi bura nasha hai humein is mein bahot zaida investment krni chahiye aur aik bahot achi guidance is forum se hasul krni chal taqe loss na ho
      • #18 Collapse

        AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai actually apko apna self-deprecation aur self-confidence bahal karny ki zaroort hy agar is k sath sath ao ap apni forex discipline ko b successful follow kar lain to phur ap kbi b loss nai karainkarain gy
        • #19 Collapse

          Dear forex trading bahut he intresting online buisness ha agr kisi ko loss bhi ho jaye to phir bhi uska dil krta ha forex mein kam krny ko aur wo dobara kam krta ha.forex mein mrhnat se kam kryn ta k apko loss na ho aur ap zayada earn kryn.
          • #20 Collapse

            Acha kaam achy daam
            • #21 Collapse

              Dear brother is maslay ka hal ye hai keh ap paisay lagai aik dafa big amount invest karai aor mean two lakhs ruppees or us kay bad ap ko chahay kay aap trading shuru karai aor lot 0.06 say zayada na rakhai annaylisis achay hun gay to kam time mai profit ni to zayada time lagay ga per loss mai close ni karni paray gi
              • #22 Collapse

                G han agar forex teading kerny ka shaoq lag jaey tou phir forex trading ko chorna bahot mushkil ho jata hai her waqat banda forex trading main hi ghusa rehta hai family ko time bhi nehi dy sakta aur sath apny daily routine tasks bhi reh jaty hain so hamesha take profit aur stop loss use ker ky trading kerni chahiay
                • #23 Collapse

                  Assalam o alaikum bhai jan apne bilkul sahi kaha hy or me bilkul apki bat se agree krta hun forex trading aik nashy ki tarah hi hy or ye bat me bhe manta hun q k me khud bhe aik bar isy chor chuka hun per adat ki waja se dobara join kia hy kuch hi waqt hua hy join kiay huey
                  • #24 Collapse

                    g bhai bilkul forex trading ka nasha he aesa hai jis ko parh jae wo phr iss ke jan nahe chorta bahar hame chahye ke hum trade zaroor karen magar knowledgefull ho ke phr trade karen
                    • #25 Collapse

                      jab ap forex main kam shuru karty hain to apko forex ki adat ho jati hai aur jab isko chorty hain to is kay bgair dil nai lagta intrust jagti hai kam karnay ki aur ye bihat achi bat hai jab apko intrest hogi tabi ap forex main kamyabi hasil kar pao gay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Forex tradin waqee aik nashay ki tarah hai jo kisi ko lag jaey tu us ke lie chorna asan nahi hota aur wo bar bar try karta hai ke kisi tarah is business main profit earn karna shuru kar de aur aik bar jab profit earn hona shuru ho jata hai tu ye karobar bohut maza deta hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X