trading karty time greed se bachna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G bhai greed ek aisi cheez hai jis say ap bach ni sakte laiken forex mai apko greed say bachna hota hai kiyonki agar ap forex mai greed karo gay to mera khayal hai ap kbhy bhe kamyab na h trader ban saktay ho aur na he kamyab ho saktay ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Kei dafa aesa hota hai ky ham acha khasa profit gain ker lety hain but same withdraw kiay baghair lalach main aa ker more and more profit ky chakar main trades open ker lety hain aur jo withdrawable profit hota hai woh bhi zaya ker dety hain so jo bhi profit ho usy pehly withdraw kerwaen phir trade open kerain
      • #18 Collapse

        Assalam o alaikum bhai jan apne bilkul sahi kaha hy or me apki bat k sath agree krta hun kun k hum sb janty han k lalach aik buri bala hy or hamen hamesha is se banchna chaey or dosron ko bhe is se bachne ki targheeb krni chaey or bilkul sahi hy hamen trade krty waqt bhe greedi nhe hona chaey
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          forex ki basic learning mery khayal me siraf forum me posting karny se hi hasil ho sakta hay, forum new traders k ley bahot hi acha platform hay
          Greed ak boht he preshan kun marka ha Forex trading may jisna achy achy traders ko ghar bitha dia ha so ap avoid karen asko agar apko Forex trading may success hasil karni hay tu khoob demo par practice karen ur greed mitay..
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Forex main greed ap k account ke dushman hai kabhe sl bohat wide na rakhen istarah kabhe tp bhe itne wide na rakhen ke faida se zayada nuqsaan de

            اب آن لائن

            Working...
            X