market gaps
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Ji ha bhai g ap nay kafi achi information humaray sath share ki hai jes mai fundamental effects ki waja say market aksar gap k sath after weeknd open hoti hai jesa k abhe North koreaya our USA kay dermean tension chal rahe hai jes ki wja say market uncerten gap k sath open hoti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Gee bhai ap ny bht achi post share ki hai ma apki bat sy agree krta hun market ma jo gap ata hai brokers usko bad ma touch krny ki koshish zaror krty hain aor hum usko recover kr lety hai kabi kabar wo gad recover nhi ho pata lkn later on recover ho jata hai
      • #18 Collapse

        Forex Trading ki market mein gaps ka aana mamoli so bat hai gaps recover ho jaty hain aghr ap kam acha krein tu apko acha profit is PR mil jata hai zaida loss ko chance na dia krein trade SBR ke saath open krein taqe profit ho
        • #19 Collapse

          good post kia aap fibbo entrancement strategy detail se samajha sakte hain asaan alfaaz main kiu k mujhe lagta hai k aap is main expert ho chuke hain aor is se achi income ho rahi hai pls aap forum members ko zaroor teach kare
          • #20 Collapse

            Jab markwt gaps bnta hy to ya zeada tr us taime bnta hy jab market close hony k bad open hoti hyus taime jab week shoro hota hy to us taime ehsa hota hy our ya shyed zyada tr usd waly oair pr hota hy market k close hony sy phly hi hamy trade close kr dyni chiya
            First LEARN Then You Can Remove The "L"
            • #21 Collapse

              G han g apnny boht zada acha sawal kiya hai han g bilkul thek kaha hai apny iss trhan treadr ko bhot zada information mily gi is trhan markrt ko bohat zada help mily gi r issko saab boht easily samjh saktey hen jb market open hoti hai to bht deahan rekhna chhye and thanks a lot..
              • #22 Collapse

                g bhai ap na thek kha hai kah aksar gap recover hota hain recently mein bhe dakha tha kah market gap sa start hve laqen market na us gap kop recover kiya phir market up ke trf chal apri or eur usd to abhe tak up he ja rajha hai dakin ab kiya banta hai.
                • #23 Collapse

                  Market Mein price cap isliye aata hai ki market do din close Hoti Hai Jiski wajah se market Mein tabdeeli Aa Aati Rehti Hain Unki wajah se market Mein Jab rate up down hota hai to market open hoti hai toh wahi Se Hoti Hai Jahan Piyush currency pair ka rate hota hai isliye mai aap se open hoti hai
                  • #24 Collapse

                    Dear jab ap seekh aur smjh k kkam karo gy tua p ko idea b ho jaye ga k ap ne kese kam karna hy aur ap kese acha kam kar k apnii life ko b set kar skte ho lehaza ap seekh k kam karo ta k ap ko loss face na karna pare aur apnii life ko b set karo...
                    • #25 Collapse

                      Market mein gap Akshar dekhne ko Milta Hai market k is gap ki asal reason to mujhe bhi Maloom Nahi Hai mujhe bhi nahi idea to market itni der mein kyun open hoti hai aur yeh coffee danger Hota Hai aur nahi samajh Aata K Market kahega feel Hoga ya phir nahi hoga
                      • #26 Collapse

                        Some time market gaps aati hai jab week end ho jata hai aor pir dobara market start hota hai tau baaz aoqat jis point par market close howa hota hai os say kafi gap par market open ho jata hai esko hum market gaps kehtay hai ye zyada tar kesi khas news ya important event ki waja say hota hai chuke choti hoti hai aor market ek he point par stuck hota hai lekin next week wo jump kar chuka hota hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          bhai market movers jo bank hote hain unko yeh edge hasil hota hai ke wo weekends pyn position open kar sakty hain islea jub banks high volatilty main buy karte hain to markets gaps ate hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X