Candlestick information kia hai kesay trade kerni hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick information kia hai kesay trade kerni hai
    Bhae jaan main app k sath aik chart share kernay ja raha hoon jes k oper all candles ki information hai ager easi koi candle H4 ya daily weekly support ya resistance level pay banti hai to us k mutabik app trader ker sagty hain our ye sell ya buy ka signal ho ga is main hammer inside bar our kafi candles hain app chart download ker lain our us tarha ap ko trading main help mil jaey ge
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yep of course aap ne pattern share kia hai candle ka agar koi bnda is ko samaj kar bhi trading karta hai to wo kafi had tak achi trades laga sakta hai jis main seventy percent us ki trades theek hun gi hamain chiay kay ham kisi aik strategy per kam karain
    • #3 Collapse

      Dear thanks app ny kafi ache information humery sath share ki hy jes py amal ker k hum acha profit bna sagty hain yahi chand candles hain k forex main work kerti hain
      • #4 Collapse

        candle stick information bohat zaroori hai.kyu k cadle stick information ki waja say ap forex market kay trend ko follow kr sakty hai. ap candlestick ki waja say forex market mai zada earning bhe hasil kr kty ho
        • #5 Collapse

          Candle stick ak indicators hai. Es ko ap chart par apply krtay hai. Scandle mai market open aur closeka asani say analysis kr sakty hai. Analysis krnay kay bad ap forex market mai trade open kr sakty ho.
          • #6 Collapse

            dear candle stick pattren ka pata ho to ais se ye faida hota hai k agar hum ko kisi jaga par ye pattren mil jaye to aus k hisab se trade lagany mai asani hoti hai aor agar long time frame mai mil jaye to ais trade mai hi kafi zayda pips kama sakty hain hum.
            • #7 Collapse

              Bahi jan mere khayal mein candles zaida tar loss hi krwati hai humein candles sticks pr trade nhi krna chahiye I thinkthink news is better option news pr trade krwin
              • #8 Collapse

                AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh janI apki Candlesticks pattern vht pyari hain magar meri favorite in me sirf 3 hain.
                1,, engulfing pattern
                2 pin bar
                3.. Doji
                • #9 Collapse

                  Bahi apki information bahot hi best hai mujhe bahot zaida help mili hai apki is information se please thora long guide krein taqe humein candle sticks pattern learn ho jaye
                  • #10 Collapse

                    Thanks bhai jan apki provide kerda information bilkul darust hai but agar ham candle stick pattern per hi depend ker ky kisi bhi pair main trade open ker dety hain tou ho sakta hai hamain profit hasil ho but loss bhi ho sakta hai so analysis per trade kerna best hota hai jo hamain profit dilwa sakta hai
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                      Thanks bhai jan apki provide kerda information bilkul darust hai but agar ham candle stick pattern per hi depend ker ky kisi bhi pair main trade open ker dety hain tou ho sakta hai hamain profit hasil ho but loss bhi ho sakta hai so analysis per trade kerna best hota hai jo hamain profit dilwa sakta hai
                      ge han bhai hmein apne forex trading mein candle stick patterns se market ke sahih trend ka pta chlta he aur hmein in tools ko istemal krne ka sahih tareeqa ae aur hm apne forex trading mein ache experience se market ko ache trah se analysis krein aur apne trading market ke trend ko follow kr ke apne trading krein phr hmein apne trading se acha profit hota he aur hmein loss bhe nhe hota he
                       
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                        Thanks bhai jan apki provide kerda information bilkul darust hai but agar ham candle stick pattern per hi depend ker ky kisi bhi pair main trade open ker dety hain tou ho sakta hai hamain profit hasil ho but loss bhi ho sakta hai so analysis per trade kerna best hota hai jo hamain profit dilwa sakta hai
                        ge han bhai hmein apne forex trading mein market ke sahih trend ko smjhne ke lie candle stick patterns ko smjhna hota he aur hm apne forex trading mein market ko jb ache trah se technical analysis kr ke apne trading krte hein phr hmein apne forex trading acha profit dete he aur hm apne trading mein success hasil krte hein
                         
                        • #13 Collapse

                          Acha kaam achy daam
                          • #14 Collapse

                            G ap nay good information humay mili hai isi post say woh kam hi kahni aor say milti hai so humay aisi hi post karni chahay aor in sat ham bahut faida le saktay hai kiyonki candlistic ki all informaion isi may hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Gee janab ma agree krta hun bht he information sy pharpur aoki post hai dear member ap ny achi sharing ki hai forex forum sy he agr hum knowldge gain kren aor har bnda posts ko sahi prhy to kafi kch gain kr skta hai trading ma humen aoni mind aor intelligence ko use krna hai bs.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X