Best Example of hedging trading strategy.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best Example of hedging trading strategy.
    Dear waisy to kafi log hedging karty hai magar mainy bhi last week mai trading ki aor aus ka jo aik week mai result aya wo ap k samny hai. mai 100$ ka account bana kar aus par kam kia aor aus par result check kary sirf aik week mai 83$ profit hoa hai.
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han g theak hai dear heging aik important techniqe hai jahan se ham good income kar skty or sath sath apny capital ko strong position main rakh skaty hai . per dear main na hedhing koi kabi use nahe kia lakin ab lag raha hai k mujhy hedging ko use karna ho ga taky main us se kuch learn kar sako.
    • #3 Collapse

      Yes of course aap ki hegding ki example kafi had tak theek hai or is say kafi logon ko faida hasil ho sakay ga agar wo is per amal karain to. Hegding to aik Strategies main achi strategy hai jis per trading say hamain acha profit ratio mil sakta hai
      • #4 Collapse

        Ap ki dear hedging strategy mujhey bhe kafi ache lagi hai wesay main nay apni trading main kabhe ye use nahe ki hai koin k ye aik trader ko double mind kerti hai main one sided trading kerta hoon our wo best option hota hai
        • #5 Collapse

          Bahi Jan forex trading mein hedging us waqt krni chahiye jab apko loss ho RHA ho tu ap ko bahot zaida achi tarah hedging trick use krni chahiye aur profit hasul krna chahiye taqe loss na ho
          • #6 Collapse

            AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai actually hedging ap only than kar sakty haun k jab ap k pa shuge investment ho aur ap hedging k master hun other wise ap ap ki sirf aik vad trade apla whole account wash karny k liye kafi hy q k is mai ap at a time sell aur buy kar rahy hoty hain
            • #7 Collapse

              G han apki hedging example bht passand I hai.hedging stretegy use krni chahye is p amal kr k kafi faida hota ha.apki is technique p amal kr k kafi logon ko faida hoga.
              • #8 Collapse

                Yes dear trader best best example of trading study jo hai aap khud banana hoti hai aur aap Koi Na Koi integrator to use karte Honge main use karta hoon bolunga bands mujhe bahut achha lagta hai aur mujhe bahut achha hai use kar sakte hain
                I LOVE PAK FORUM
                • #9 Collapse

                  sir me tu ap ko heiging ka mashwara hi nhi don gi sir ap simple treeky se kam karien jis terhan se rule hein forex trading kay, ap forex men asani se kam ker skaty hein sir ager ascalping or heidging men parh jaein gay tu ap forex men ulag ker reh jeain gay,,,
                  • #10 Collapse

                    Forex market mai hedging krna bohat muskil aur risky trade hai. mery khyal say heding srif es waqat kray jab ap ko forex market ki complete information ho aur ap trend ko bhe under standkray. tou ap hedging kray tou ap best preform kray.
                    • #11 Collapse

                      Hedging aik axhi technech hy...or capital saving or profit taking bhi hy but some time market trend kuch or e ho jata hy or market aik side oer zayada chali jati hy...is ka bhi jhyal rkhna prta hy
                      • #12 Collapse

                        Hedging ko perfect laganay ke liay aap ko market ki resistances aur support ke baray main pata hona bhi zaroori hai. agar aap ke paas yeh knowledge aur experience ho to tabhi aap hedging main daily profit bana saktay hain aur aap ka balance bhi barrhta jaey ga. lekin baghair iss knowledge ke aap loss hi loss kerwatay hain.
                        • #13 Collapse

                          ya bhot hi acajha profit hi itni deposit my agr ap ko itna zeada profit ho jata hy to ya bhot hi best hy ya bhot hi acah profit hy our deposit k lehaz sy ya wala profit bhot hi zeada hy our ya har koi nbai kama sgta hy itna kuch who hi kama sgta hy forex my jis ko is my bhot zead paractis hoti hy who is my kamyab hy our is my is trha sy profit ly sgta hy
                          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                          • #14 Collapse

                            forex market mai har trader ki apni stategy hai jis kay mutabique wo forex market mai trade krta hai aur profit earn krta hai es tarah forex market mai hedging ki bhe strategy hai likan shae koi nahi krta.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Bahi Jan trading mein hedging bhi soch smj kr krni chahiye because hedging mein jab account phans jata hai tu loss hi loss hota hai trading bahot loss deti hai phir

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X