Option trading ko bohot se log forex ka integral part samjhtay hain lekin ye usual trading se different hoti ha. Is mein bhi hum different pairs ko analyse kartay hain lekin farq ye ha kay hum na within a specific time(like 1 minute) mein trades ko buy/sell karna ha, ap na agar buy kiya and 1 minute ya jo bhi time ap na choose kiya ha us mein agar price ap ki set ki hui level tak reach ho gai to ap ko profit hoga warna trade loss mein chali jaye gi. Ye short time mein huge profit day sakta ha lekin mere khayal mein option trading se Forex trading ziyada profitable and reliable ha, ap kiya kehtay hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим