what will you do?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what will you do?
    Jab forex market main kuch aisi news a jay jo kay calendar wali to nahi hoti jaisay fed chair person ki speech per hint milay future data kay baray main mean long term trading kay liay aap kia strategy use karain gay?
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yellen speech ka high impact usd pr prta ha. Hum in news ko forex calendar pr dekh sktey he. Sb se best ************ dot com pr calendar ke tag pr ye tmam news un ka time aur impact yani high impact medium impact aur low impact news un ke previous news aur kuch news ka expected result be dekha ja skta ha
    • #3 Collapse

      Pher main to yahi kahoun ga k humean wait kerna chahy koin k jab news ki samjh na ho to trade nahe kerni chahy phr price action signal milnay pay trade karein ya pher harmonic pattern k sath swing level ko pkarean
      • #4 Collapse

        dear forex news se jo b app ko news milti hay app ko usi se hi idea laga kar buying ya selling orders book karna chaye, kabi b andazy se ya luck par depend nahi karna chaye.
        • #5 Collapse

          forex trading market main news ka bohat bara effect hota hay kuin basically ye currency market hay to is lehaz say dunya main jo ups and downs hota hay is ka asar trading market per bhe parta hay so news ky mutabiq trade karna zyada best rehta hay
          • #6 Collapse

            dear asal mai bat ye hai k kuch log trading karty hai to aus mai sath aik backup plan rakhty ai agar aun ki trade loss ki tarf jati hai to wo dosri strategy par kam start kar dety hai jis ki waja se agar news achi na bhi ho to aun ko faida ho jata hai ya wo recover kar jaty hain.
            • #7 Collapse

              According to my view point in Forex when you feel difficulty to understand the news and situation you should stop trading, because confuse decisions can lead you toward losses, so wait for the best timing and when you have confidence than resume trading.
              • #8 Collapse

                han g bohat se news aisy hoty hai jin ka market main effect to boaht zyda hota hai per un ka koi economic data provide nahe kia hota . to aisay news ka bary main hamain economic calendar se to kuch nahe milta per ham market ka trend daikh sakty hai. or us ki movement se andaza laga laity hai k ab ham ko kia karna ho ga .
                • #9 Collapse

                  Forex market mai news bohat zada important hai. Likan agr news un expected ho tou es par tgrade ko kam volume kay sath krna chaheay. Es tarah say ap forex market mai behatr trade kr sakty ho. Ap kay loss bhe kam ho gy.
                  • #10 Collapse

                    Bhai investors jannat yellen ky comments ko critically watch aor hear krty han hakwish aor dovish com.ents ay he pta chlta hai ky market up jay gi ya down jay gi monitoring policy ky bary ma aor next rate hike ky bary ma announced kea jata hai uski speech ma.
                    Acha kaam achy daam
                    • #11 Collapse

                      Bahi Jan forex trading mein dollars hasul krny ke lye bahot zaida mehnat ki bhi zarori hoti Jo koi bhi mehnat krta hai us ko bigs profit eran hoty hain Jo mehnat nhi krta us loss bhi big hoty hain
                      • #12 Collapse

                        Jb bhi koi news aati hai tou normaly us ka imact 2hour rehta hi hai... Ap ager h1 wali candle support ya resistance se dour hai tou bari lot lga k 20,25 pips book kr sakty hain
                        • #13 Collapse

                          AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex market agar apko news ka sahi idea nai ho to ap then trading main stay away rahin Q k apko trade me mar par sakti hy q k ap ko market direction ka andaza nai
                          • #14 Collapse

                            Bhai jan hamyn news ko follow krna chahye us se bahut zayada faida hota ha.kafi log agr news mein unki trad loss wali side p jati ha tu wo aur strategy p kam kr k earning kr lety hain aur loss se bach jaty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear brother forex trading mein dollars ko eran krna bahot hi easy hai apko dollars eran krny chahye taqe apko achi taraj earning ho saky trade bahot hi easy hai lazmi krein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X