Does the trading plain and stratiges always work on forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Deae ap forex market mai regular work karna hai tu esky lai zaroori hai keh ap apni planning ko behter kray. Jis ki waja say ap forex market mai regular work kar sakty hai aur es kay sath ap ki earning bhe zayada hongay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      aaap sab kuch kar le saab kuch yaha paka paka proft nhe hain k aaap bas sirf profit he le gy yah aloss b itna hain k maat pochy yaha bhot heee kaaam log kamyab ho rahy hain agar hum sirf profit ka soach rahy hain tu ye baaat bilkul jhot hain yaha big big loss b hote hain haar koi forex ain kamyab nhe hain har koi forex main loss nhe kar rha hain
      • #18 Collapse

        forex main hum ko chahiye k hum plan k sath trader opan kare agar hum trader bina plan k trader opan kare rgy tu hum loss kar kste hain is liye hum ko chaiye k hum trading akre or aram say profit le main khud b daaar jati ho k asa na ho k meri trade itne loss main chali jy k mera account he wash ho jy is liye humhain chaiye k hum dil laga k tradering akre
        • #19 Collapse

          mere khayal se apk trading plain or stragies har wakt kam nh krti q k market har time same nh rahti is lye market ki different conditon pr different role hona bht zarori ha is lye apko bhe market k sth badalna bht zarori ha..
          • #20 Collapse

            g han bilkul jo be app key trading plan or strategies hoti hay wo trading market me work kar sakti hey or app ko always daily base par app ko profit de sakti hey magar app key ley zarori ye hay key app ko ye trading plans or strategies demo account me test karen key ye work be karty hey ya nahi.
            • #21 Collapse

              Dear agar mai baat sedhi karu to baat ye hai k ais market mai ap ye kahe k aik aisi strategy ap ko mil jaye gi jis par ap ko kabi loss ni ho ga to aisa ni hota, kun k ais market mai koi bhi aisi strategy ni hai jis par ap ko sirf faida hi ho aor loss na ho.
              • #22 Collapse

                Bhai forex main startegy se zayada trader physiology matter karte hai agar strategy change bhe hoty jae to tader adjust kar lata hai lekn us ke lea ap ko trader hona chahye
                • #23 Collapse

                  merey khyal men hamen mukhtalif auqat men mukhtalif treeqa sa trading karni chahia .q k markeet bhi mukhtalif trend sa move kerti ha to hamen bhi markeet trend dakh kr apni strategi badal lani cha hiay.
                   
                  • #24 Collapse

                    dekhen bhai jan trading plans aur trading strategies forex trading mn boht ahmiyat ke hamil hoti hn. ye ham guarantee sy ye ni keh sakty kay hmara trading plan aur trading strategy har waqt kamyab ho ge. baaz auqat market situation change hony say hmari strategy nakam bhi ho sakti h
                    • #25 Collapse

                      Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se apne bilkul sahi kaha hy kun k plans or strategies bht zaruri hoti han trade krne k liay or loss se bachney k liay kun k agr hum plane kr k trade kren gy to hamen loss k chancess bht kam hoty han
                      • #26 Collapse

                        g bhi ap ka bahut shukrya ap ki sri baten theek hen . hamen in batoon ko folow krna chahiay .hamesha aik hi strategy sa kam nahen krna ch hiay .hamen waqt or halat k mutabiq apni strategi bananii chahiay .tab ham kamyab ho sakta hen .
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Ham forex main trading krny k liye jo plans ya strategies bnatay hain wo maximum to work kr jati hai laikin kabbi kabhi aisa nahi hota or hamaray plans kharab b ho jatay hain or hamain kafi ziada loss b ho jata hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X