experience without learning

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Agar hum experience aor learning ko differentiates karay tau hum keh saktay hai k learning karny say es business ko samja ja sakta hai aor practice karny say experience gain keya jata hai jesa k agar hum demo account ko join kary aor khob practice kary tau ea say hum experience gain kar saktay hai Q k humy samaj mai aata hai trading kis tarha ki jati hai aor kis tarha earnings hoti hai par ye hai k learning aor experience dono zyada tar ik dosray par dependent hai so dono zarore hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Experience hasil krny k liya ham ko bhot zeasa mhnat krna hi parhtu hy ham ko lerning hasil krni hi parhti hy hamy bhoy ehtiyat sy trading krni hy taky ham loss nai ham is my profit hasil kr sgy is k liya lerning haf hal mh krni hi krni hoti hy
      First LEARN Then You Can Remove The "L"
      • #33 Collapse

        Xperia XA learning Dono aap ko Hasil karne ke liye mehnat karna padti hai agar aapko experience Hasil karna hai to uske liye aapko market Mein demo account mein practice karna Hogi aur demo County practice karne ke baad aapke paas trading karne ka experience aa jayega lekin information of kho learning karne se haseen Hogi jo ki aap Pakistan Forex forum se learning Karke Hasil kar lo
        • #34 Collapse

          Ap Demo se bht Acha Experince hasil kar sakhtey hain aor agar ap learning ke baghair earning ka sochain gaye to ap ka loss ho sakhta hai.
          • #35 Collapse

            dear trading ek real or bohat he acha or fast earning k liye best work ha is liye is mein kam time me bhe achi earning ki ja sakti ha or is liye is mein acha work apki life change kr sakta ha or ap is mein kamyab profit earn kr sakty ho is liye hard work to get success easy in forex
            • #36 Collapse

              Learning ke Kis Tarah Se experience Karenge learning agar aap ki nahi hogi toh aap Forex experience nahi kar sakte isliye aapko experience ki jarurat Hogi Jisko use Karke aap Forex me apni learning ko increase kar sakte hai aur Apna experience ko Forex trading may use kar sakte hain learning Zyada Hogi to experience automatically Zyada ho jayega
              • #37 Collapse

                dear learing k bna experience nhn aa skta jab tak ap seekho gy nhn os k bad practice nhn karo gy ap ko kch hasil nhn hotne wala es liyea p ko aage chal kar mazeed faida haisl hona chahiye...
                • #38 Collapse

                  yes brother is baat say may bhi agree kerta hun kay agar hamaray andar experience houga and learning nahi hougi tou pher bhi ham achay trader and proffesional trade bun sakte hen woh is tarha kay jo bhi hamara experience houtqa hay wo hum pichli apni mistakes ko daikh ker andaza lagate hen kay ainda ya mistakes nhi kerengay thanks
                  • #39 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: liayqat پيغام ديکھيے
                    Learning ke Kis Tarah Se experience Karenge learning agar aap ki nahi hogi toh aap Forex experience nahi kar sakte isliye aapko experience ki jarurat Hogi Jisko use Karke aap Forex me apni learning ko increase kar sakte hai aur Apna experience ko Forex trading may use kar sakte hain learning Zyada Hogi to experience automatically Zyada ho jayega
                    ge han bhai experience ke bagher hmein kuch bhe faida nhe hota he es lie hmein chahe keh hm apne trading mein ache knowledge aur experinece se kam krein aur apne trading mein ache learning krein aur hmein apne trading mein mhnt krne he aur apne trading mein acha wqt dena he phr hmein apne trading mein kamayabe hasil hote he
                    • #40 Collapse

                      Yahan se aap experience without learning Ke Haseen nahi kar sakte hain usko sabse Pehle Aap Ko Kisi acchi website se learn karna padta hai aur khiris Mein Aakar investment keliye aap apni entry use kar sakte hain
                       
                      • #41 Collapse

                        dear sid nice post you have made really good and nice effort to share knowledge about instaforex trading. dear humein learning kar k hi experience hasil hota hai q k hum learning sy humein knowledge hasil hota hai. or learning k zariye experience.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Bhai ap ne bilkul theek kaha ke iss business main ap ka experiance sub se zayada matter karta hai aur ap ko patiance bhe ap ke experiance se he aae ga jo ap ko profitable banae ga

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X