trading mai hedging ki kya valu hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    forex trading mai app ko koish kerne hote hai ke app jo hai woh hamesha market mai swing trading kerhae aur longer time frame per kaam kerahe market mai.kyun ke hedging nahi kerahe.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      forex tradoing mai agr ap k paas market koa experence hoga to apko bht zada faaida ho saakta hai is se apko timee ki bachat bhi hooagi or ap araam se decision le sakte hain or profit bhi earn kar sakte hain
      • #183 Collapse

        Bgai forex trading bohat acha busniss hy jis mai hedging ka kiya role hy wo kiya kata hy us ki bare mai mja koch nai pats kun ke mai new hon forex mai
        • #184 Collapse

          Actual mai Hedging sometime market position or market trend ko findout krnay k liye use hoti hai or Hedging krnay k liye same time mai Buy or sell ki trades ko place krna hota hai jis say na to profit hota hai or na hi loss.
          https://t.me/pump_upp
          • #185 Collapse

            main to forex mein trades ko hedge karne ke hawale se nahi maanti kiunke is mien apko completely speculation karni chahiye is mien hedging ka koi bhi scene nahi na hi is se koi khaas profit hoga apko.
            • #186 Collapse

              set kry to koshash karner two positions open karta hai simultaneously aor woh bhi dono aik hi lot size k chahy ky up wala stop loss het na ho agr market down ko jy to g use karay ga to is sa humya pata chal jata ha k ap market is tarf k sell wala stop loss he
              • #187 Collapse

                jnab is main hum jab hedging ko use kar kay kam karty hain to huamin trading main loss b aik hi time main hota hay or huamin is main profit b aik hi time main hota hay to huamin trading main kam karny ka koi faida nai ho ga
                • #188 Collapse

                  gee bhai forex trading mein hedging ke boht value hote he aur jb trader ko trading market ke smjh nhe a rhe hote he to woh apne trading mein market ko hedging kr ke kam krta he aur apne trading mein safe ho jata he aur jb market ke smjh a jate he to hedging ko khtm kr deta he
                  • #189 Collapse

                    asalam o alikum friends kaise hain sab friends hedging ak bohot hi achi technique hai or is main hamesha profit ke zada chancez hote hain q ka ham ne buy or sell dono trads lagai hoi hote hain is lia jab markit kise ak taraf jate hain hamen ak trad main profit lazim hota hai
                    • #190 Collapse

                      hedging ka koi ziada fiada nai hay humain aik hi time main profit ho raha hay to humin dosry hi time main loss ho raaha hay humain market main leanring kar kay trade main ana ho ga
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #191 Collapse

                        Hedging ak strategy hai.jo zada tar experience trader use krtay hai. Es mai ap stop loss aur tak profit ko bhe apply krtay hai. Likan jo bhe es ko apply kray wo hedging ky rules ky mutabiq use kray.
                        • #192 Collapse

                          bhai hedging bohat zarori hai hedging ka maqsad hota hai loss na hu agar buy y sell hu ga tu os k ulta laga lain tu bohat achi trade hu sakti hai main nay abhi hedging ki nhi hai lekin agar zarort parey tu kar lainai chaiyeh acha hota
                          • #193 Collapse

                            jaha tk bat hy iski value ki to value to boht hy iski . or jaha tk bat hy hedging hoti kya hy to bhai g ye apko apki stratgy design krny ma madad deti hy or zada nuqsaaan see bchaaati hy ..
                            • #194 Collapse

                              Dear hedging forex trading m tab tk na Kearny jab tk ap k pass knowledge or experience na ho q k Mary khayal k mutabiq aik time m buy or sell laga lan news sy pehly phr jis tarif trade profit m jay wo rehny dan loss wali close kar dan
                              Be safe .its a dangerous market out there...:D
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                Bhai forex trading ma hedging aik aisi technique hai jis ma apko faida bhi hai aor loss bhi hai faida aisa ky apko trading ky leay loss ka dr nhi aot ap do order same currency py lga dety hen aik buy aik sell jub aik profit ma jay close kro jub dosri idr profit ma jay close kro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X