market analyzing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market analyzing
    market ko analysis karny ka sab se best tareeqa kia hay, kia siraf indicators use karny se hi market analysis ho sakti hay ya per koi or b tareeqa hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ge bhai forex trading market ko analysis krne ke bhtreen tareeqa yeh he keh trader apne market ke sath touch mein rhe aur market ke hr updates ko watch kre market ke news ko rozana dekhe aur trader jb market mein ache trah se mhnt krta he aur market ko smjh kr apne trading krta he phr trader ke trading hmesha profitable hote he
    • #3 Collapse

      Dear indicator he hain best way agar indicator say ko decison na ho ra to fibbo retracement draw kar lain nai to trend line ab sari strategies har waqat kam nahi ati laikin aap ko pata hona chaiay kay kab trend line work karay gi kab support resistance
      • #4 Collapse

        Forex trading ko market ko analyst krna easy hai lejkan us ke lye ap ko thori bahot mehnat ki zarort hoti hai Jo mehnat krta hai WO market ki tamam skills ko learn kr leta hai demo account pr market ko pehly analysis krein phir trade krein
        • #5 Collapse

          dear waisy to bahot sary tareeky hai jin ki madad se hum market ko dekh k andaza laga sakty hai k market kis tarf jaye gi magar aus ka asan tareeka indicator wala hai ais mai hum ko zayda mehnat ni karni parti aor indicator hum ko sab kuch bata dety hain.
          • #6 Collapse

            AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex trading main scaplers ko zinda rehny k liye zada time nai milta wo jald e apni mot ap mar jaty haun hmesga long term planning aur long term trading ka sochain aur hikmt amli bnain
            • #7 Collapse

              Main b bhot lalach karti thi par aaab main ne anayis best hain but support and resistance pay trade karne ka apna he maza hain
              • #8 Collapse

                Mery dost market ko analysis ager technical way main kia jeay to ye us k leay sab say best way hain us main aksar market main fundamental bhe technical k mutabik he atay hain
                • #9 Collapse

                  Dear market k analysis k liye ap indicator bhi use kr sakty hain jin se apko market ki movment ka andaza jo jaye ga is k ilawa apko news se bhi market ki movment ki information milti hai aur p apny experience se bhi andaza lga sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Bahi Jan forex trading ko analysis krna koi mushkil kam nhi hai is ke lye knowledge ka hona zarori hai aghr knowledge ho tu loss nhi ho ga is lye knowledge ko increase krein
                    • #11 Collapse

                      Bhai market ka analysis krny ky leay apko RSI 14 ko use krna chye isky elawa apko forex trading ky leay Fibonacci retracment levels ko use krna chye us ma golden levels ko use krna chye jis sy apko higher high aor lower low points use krny hoty hain.
                      Acha kaam achy daam
                      • #12 Collapse

                        Bhai indicators bhe use ho sakty hain lekn sub se best to visually ap ko nazar ana chahye ke market kya kar rahe hai ap wo read karne ke qabil hoon
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          dear main aapko batata hoon k agar indicator aur robot pay amal kranay say hamaray problems solved hotay hon to hamain kisi aur cheez ki zaroorat he na parray ham achay say acha indicator ya robot buy kr k kafi sara earn kr laitay aisa mumkin nai hay propper knowledge jaub tak na hoga hamain lose ka samna zaroor krna parraiga.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X