Information

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Information
    Daily base par market apna trend change karti rehti ha ham ko kesy pata lagay k is time ko sa trend chaal raha ha
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apko market ky sath touch rehna hota hai market ki history janna hoti hai ap mt4 ma login kren wahan py candle bars hoti hain jo indicate krti hain ky market ka trend kya tha aor kya ho ga usi hisab sy market move krti hai
    • #3 Collapse

      g han daily market trend change hoti rehti hay, es k bary me information app ko forex news ki website ya per indicators se hasil ho sakti hey.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
        Dear apko market ky sath touch rehna hota hai market ki history janna hoti hai ap mt4 ma login kren wahan py candle bars hoti hain jo indicate krti hain ky market ka trend kya tha aor kya ho ga usi hisab sy market move krti hai
        ge han bhai hmein apne market ke history ko dekhna chahe aur hm apne forex trading men candle bar aur indicators se apne market ke trend ko ache trah se smjhien aur forex trading mein trader market ke shaih price movement ko smjhe aur trading market ko jb trader ache trah se analysis kr ke apne trading krta he phr trader ke trading acha profit dete he
        • #5 Collapse

          Market trend change nahi karti, pairs trend change kartay hain and ye ap ki time frame par depend karta ha. Usually trend find karnay kay liye long term time frames use kiye jatay hain, agar ap D1 timeeframe use karain gy to ap ko accurate trend ka pata chal sakay ga.
          • #6 Collapse

            Market may kaam karny k lye or is may theek andaza laganay k lye ap k pass trend nikalny ki skill hini chiye ye skill he ap ko kaam karnay may agay barhany may lamayab ka4 skti ha or is say ap oo kafi bara faida ho skta ha
             
            • #7 Collapse

              ap k is swal ka jawab to dear boaht wide hai. is lai lai few word main to yah nahe kaha ja sakta k ap kiss traha trend ka andaza laga sakty hai . waisy forex trend ka andaza lagana lagany k lai ham ko different indicator use karny perty hai. to agr ham wo indicator use karein to ham ko pta lag sakta hai marekt main falhal kon sa trend chal raha hai. or aik bat k ham kabi b trend ka against ja sakty
              • #8 Collapse

                ham ko market k trend ka andaza D1 aur H4 time frame sy hota hai. ham ko chahiye k phly market k trend ko daikh k phir us mai trade kiya kare taky ham ko maximum earning ho aur koi loss na ho.
                • #9 Collapse

                  Forex market kay tradn ka pata chaly ka lay humy pahly market ka chart ko analysis karna parta hy jas say humy trande ka andza ho jata hy jas ki base pay hum trade kartry hy market ko analysis karny ka lay ap ka pass knowledge hona boht zarori hy
                  • #10 Collapse

                    Bahi Jan apki threads bahot hi waste hain aur market ka trend ap ko candle sticks ki wajah se pta chal skta hai aghr ap candle sticks pattern ko follow krein tu apko trade easy lagy gi
                    • #11 Collapse

                      Jee iss k lia aap ko internet se news dekhte rehna chahiay apko signals ko iar apne majooda chart ko dekhna chahiay in se b aapko kafi had tak market k trends clear ho jate hain apko.iss main mehnat karna hoti hai aap ka knowledge jitna acha ho ga iss main aapki kamya I b iss main.utni yaqeeni ho gi iss main aap market se in touch rahe bageer kamyab nahi ho sakte hain aap ko market analysis karte rehna chahiay
                      • #12 Collapse

                        Dear aik to app apny he thread main reply ker rahy hain ye rules k against hai app invidual ko reply ker sagty hain trend app long term ko follow kerean to ye app k leay best ho ga daily our weekly main kabhe bhe trend jaldi change nahe hota hai
                        • #13 Collapse

                          Gee ma ap aub dosto ky posts sy agree krta hun pakistan forex forum he ik bht acha aor disciplined plateform hai jahan daily hazaro members apna trading experince share krty hain aik dosry ko guidance dety hain aor knowledge share krty hain.
                          Acha kaam achy daam
                          • #14 Collapse

                            Ap ko forex trading mein daily k trend ko dekhne k liye aur check karne k liye ap chart ko check karain aur is tarha ap ko market mein trend ka pata chal sakta hy aur apni trade open kar saktay han aur is k elwa ap ko news ko bhi follow karna ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex analysis yahi to hain yahi to bat seekhny ki hy k ap ko kesy maloom ho ga j ab price apna trend Chang kare gi. Isi k liye log years lga dety hain. Tab ja k lif professional banty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X