Bitcoin
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bitcoin
    Koi bata skta ha k ye bitcoin kaya cheez ha or is ko ham kesy purchase kar skty han or kahan say mulye gi
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear dost bitcoin bhi aik currency hai jesy dolloer aor euro ruppee etc currency hai bitcoin kafi expensive bhi hai isko bhi ap aisy he trade kr skty hain jesy ap baki pairs ko cross ma trade krty hain mera is py koi experience nhi hai yeh bhi digital currency hai.
    • #3 Collapse

      bitcoin electronic currency hay app online bitcoin business kar sakty ho magar yaha forum me app siraf forex ki learning ki bat hi dicuse kar sakty ho, bitcoin 1 alag cheez hay.
      • #4 Collapse

        Bahi Jan bitcoin aik bahot bari currency hai yeh Pakistan mein taqriban 3 lakh ke = hai yeh currencies aghr aik bit coin aa jaye tu apko bahot zaida paisa mil skta hai apko bitcoin pr trade krni chahiye
         
        • #5 Collapse

          Dear bitcoin aap ko mil kahin say nahi sakta or na is ki koi news hai agar aap is per trading kar rahain hain to i think ye jua hai kiun kay ye kisi country ki currency nahi hai ye just for trading purpose hai bas
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: raja798 پيغام ديکھيے
            Dear dost bitcoin bhi aik currency hai jesy dolloer aor euro ruppee etc currency hai bitcoin kafi expensive bhi hai isko bhi ap aisy he trade kr skty hain jesy ap baki pairs ko cross ma trade krty hain mera is py koi experience nhi hai yeh bhi digital currency hai.
            ge han bhai bitcoin aj kl boht he expensive ho gae he aur traders ko apne trading ke lie dosre currencies ke pairs mein trade krna chahe aur trader forex tradnig market mein kam kre aur forex trading eurusd gbpusd aur jo dosre major currency ke pairs hein un mein apne trading kre aur trader forex trading mein experience se kam kr ke acha profit rozana hasil kr skta he
            • #7 Collapse

              Bitcoin ko e-currency bhi kaha jata ha, ye physically exist nahi karti, is ko ap bitcoin kay different exchanges se buy kar saktay hain. Bitcoin ko agar wisely save kiya jaye to future mein is ki price increase ho kar ap ko bohot profit ho sakta ha.
              • #8 Collapse

                Bit coin ak new online currancy pair ha jiss ko ham trading k kye use kar skty han ir is trading ka ham ko kafi faida ho skta ha ye ak auchi currancy ha is ko ham ghar may beth kar use kar skty han or is say ham kafi faida b lay skty han
                 
                • #9 Collapse

                  bitcoin aik online currency hai or aj kal is ko movement main bohat zyda ho rahee hai. per ham jiss forum or broker k sath kam karty hai wo whana per bitcoin mojjod nahe hai. per jahan tak mera khyal hai k bitcoin main kam karna boaht expensive ho or her bandy ka kam nahe hai k wo is currency main kam kar sakain
                  • #10 Collapse

                    bitcoin aik international type ki e currency hai jis ko ham buy ya sell kar sakty hian aur is sy profit kama sakty hian. but bitcoin ki value bohat zayada hoti hai is liye ham ko is mai trade karny k liye balance b kafi zayada rakhna parta hai.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: umair180 پيغام ديکھيے
                      Koi bata skta ha k ye bitcoin kaya cheez ha or is ko ham kesy purchase kar skty han or kahan say mulye gi
                      Dear ya thread pahly admin nay open ki lakn ap nay pher open kar dai hy ap ko chay ko informtive thread open karny jas say member ko fyda hon bitcoin ni ak digital cyrrency hy jas ko bany wala oscie namei band hy bitcoin ap walled ka tor par use kar sakty ya prented currency ni hy
                      • #12 Collapse

                        Bahi Jan bitcoin aik bahot bari currency hai yeh aik aik computer currency hai is mein bahot zaida paisy eran kiye ja skty hain aghr ap is pr trade krein tu acha profit mily ga
                         
                        • #13 Collapse

                          ap ko ya onlin exchanger sy mil jay gy ya bhi eur usd our in sab ki trha hi ya bhi ayk crance hy pr ya bhooot bhot bhot zeada mhngi hy our is ki ayk bitcoin ki kemat bhot zead doler hoti hy jo pakistani rupy my lakho my bnti hy phly is ki kimat itni zeada nai thi lekin ab is ki kemat bhot zeada ho gai hy our ap is ki lakho my keat ho gai hy
                          • #14 Collapse

                            Jee its bitcoin ek electronic currency hai iss trha ki kafi currencies hain iss ka aaj kal raat bohat bahr gia hai iss ki market b kafi upar neche hoti hai jee aap iss ko asani se buy sell kar sakte hain
                            Iss main aap baqaida treding kar sakte hain apko kisi b tred ko lene se pehle us k market trends janna zarori.hote hain iss lia apne market trends jane uar iss main kamybi k lia analysis zaror karen har trha ka market analysis zarori hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem Trader پيغام ديکھيے
                              Bahi Jan bitcoin aik bahot bari currency hai yeh Pakistan mein taqriban 3 lakh ke = hai yeh currencies aghr aik bit coin aa jaye tu apko bahot zaida paisa mil skta hai apko bitcoin pr trade krni chahiye
                              Yes Dear brother mein apki bat se agree hun bitcoin aik bahot bari electron electronic currency hai is ko only conput computer PR eran kia ja skta hai aur yeh trading mein profitable hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X